uz
Feedback
💕ISLAMIC THINKING💕

💕ISLAMIC THINKING💕

Kanalga Telegram’da o‘tish

Purpose of this channel is to benefits for the whole Muslim ummah/Muslims(Youths) with authentic Islamic knowledge & help them to make their Dunya & Aakhirah better, INSHALLAH. 💕 ALSO JOIN : https://t.me/Islam_Is_WayOf_MyLife

Ko'proq ko'rsatish
485
Obunachilar
+224 soatlar
+207 kun
+9830 kun
Postlar arxiv
Rasullulah ﷺ ka irshaad hai: 7 mohlik aur tabaahkun gunaahon se bacho, Sahaaba (Raziyallahu Anhum) ne arz kiya: Ya Rasullulah! Woh kaun se 7 gunaah hain? Aap ne irshaad farmaaya: 1) ALLAH ke saath (us ki zaat ya sifaat ya af'aal mein kisi ko) shareek karna aur 2) Jaadu karna 3) Naahaq kisi aadmi ko qatl karna aur 4) Sood khaana, aur 5) Yateem ka maal khaana aur 6) (Apni jaan bachaane ke liye) Jihaad mein Lashkar-e-Islam ka saath chhod kar bhaag jaana aur 7) ALLAH ki paak daaman bholi bhaali bandiyon par zina ki tohmat lagaana. (Bukhari: 2766)

💫💫❤️❤️ Aaameen ya rabb
💫💫❤️❤️ Aaameen ya rabb

Two Roads ✨🎀

Two Roads ✨🎀
Two Roads ✨🎀

Q15) "Laa ilaha illallah" ki gawahi ka kiya matlab hai? ➡️"Laa ilaha illallah"ki gawahi ka matlab yeh hai ke dil ki tasdeeq ke saath zabaan se is baat ka iqraar kiya jaaye ke siwaaye ALLAH taala ke koi ibaadat ke laayeq nhi.

Q14) To kiya shirk karne wala hamesha jahannam hi mai rahega? ➡️Ji haan! shirk karne wala agar tauba kiye baghair mar jaaye toh hamesha jahannam mai rahega,kabhi jannat mai daakhil nhi ho sakega quran e majeed mai hai: "Jis ne ALLAH ke saath shirk kiya us par ALLAH ne jannat haram kar di hai aur us ka thikana jahannam hai"(Al-maaida:72)

photo content