📚 رَبِّ زِدنِي عِلماً 📚
Відкрити в Telegram
روزانہ قرآنی آیات، حدیث نبویﷺ اور اِسلامی معلُومات کا مُستَند اُردو چینل۔ For daily Quranic Ayat, Hadith e Nabawiﷺ & Islamic Information in Urdu Language. @itsfayez
Показати більше1 080
Підписники
Немає даних24 години
-67 днів
-3030 день
Архів дописів
▪︎09-02-2023▪︎
Jab tum pareshaan ho, to yeh dua padh liya karo : “hasbiyallaahu wa ni’amal wakeel”
📿 حسبي الله ونعم الوكيل
[Abu Daaood: 3627]
join us @knowledge
▪︎08-02-2023▪︎
Jis shakhs ko dozakh se door hata liya gaya aur jannat mein daakhil kar diya gaya, woh sahi maana mein kaamyaab ho gaya.
[Sura-e-Aale Imraan: 185]
join us @knowledge
▪︎07-02-2023▪︎
Gunaah aur zulm mein kisi ki madad na karo aur Allah se darte raho, beshak Allah ka azaab bada sakht hai.
[Sura-e-Maaidah: 2]
join us @knowledge
▪︎06-02-2023▪︎
Ziyaada mat hansa karo; is liye ke ziyaada hansi dil ko murda kar deti hai.
[Tirmizi: 2305]
join us @knowledge
▪︎05-02-2022▪︎
Beshak Allah insaaf ka, ehsaan ka aur rishtedaaron ko (un ke huqooq) dene ka hukm deta hai.
[Sura-e-Nahl: 90]
join us @knowledge
