📚 رَبِّ زِدنِي عِلماً 📚
前往频道在 Telegram
روزانہ قرآنی آیات، حدیث نبویﷺ اور اِسلامی معلُومات کا مُستَند اُردو چینل۔ For daily Quranic Ayat, Hadith e Nabawiﷺ & Islamic Information in Urdu Language. @itsfayez
显示更多1 056
订阅者
无数据24 小时
+77 天
-330 天
帖子存档
▪︎24-05-2023▪︎
Jab tum pareshaan ho, to yeh dua padh liya karo : “Hasbi Allahu wa ne’a mal wakeel”. حسبي الله ونعم الوكيل
[Abu Dawood: 3627]
join us @knowledge
▪︎23-05-2023▪︎
Badi kharaabi hai aise shakhs ke liye, jo peeth peechhe doosron par aib lagaane waala (aur) munh par taana dene ka aadi ho.
[Sura-e-Humazah : 1]
join us @knowledge
▪︎22-05-2023▪︎
Rasoolullah ﷺ farmaate hain ke Allah Ta’ala ne farmaaya : aye logo! Tum doosron par kharch karte raho, main tum par kharch karta rahoonga.
[Bukhari : 5352]
join us @knowledge
▪︎21-05-2023▪︎
Na to tum (aise kanjoos bano ke) apne haath ko gardan se baandh kar rakho, aur na (aise fuzool kharch ke) haath ko bilkul hi khula chhod do; phir tumhein qaabil e malaamat aur khaali haath ho kar baithna pade.
[Sura-e-Bani Israaeel : 29]
join us @knowledge
▪︎20-05-2023▪︎
Tu gunaah karna chhod de, maut tujh par aasaan ho jaayegi.
[Sho’bul Imaan : 5557]
join us @knowledge
