Trader Prasant📈
Open in Telegram
✅ QUALITY PERFORMANCE💯 ✅ STOCK MARKET EDUCATION ❤️ ✅ WE ARE NOT SEBI REGISTERED . THIS CHANNEL WILL BE ALL ABOUT OPTION TRADING AND EDUCATIONAL PERPOSE ONLY👍
Show more1 143
Subscribers
No data24 hours
No data7 days
No data30 days
Posts Archive
1 143
Dekhte hai aapke Trading Sikhne ke liye kitna Excitement hai....
1 143
Toh Aap jitna Jaldi 100 Members Pure kar denge Apko utna jaldi Video 🎥🎦 mil jayegi.
1 143
Profitable Traders💸💸🤘🤘:
Ji bilkul, lekin mere paas koi set-up nahin hai,fir bhi agar aap 100 members pura ho jayega me iske liye video upload jarur karunga.
Kyun ki Mera irada hai ki aap trading sahi tarike se sikhe . Isiliye Mera 1st Step Achivement 100 members ki hai . Human mind koi achievement karne se aur powerful hi jata hai aur body me aur jyada Energy aa jata hai .
Isiliye woh waqt sahi rahega aapko sikhane ke liye .
Me chahta hoon ki aapko Me Dusron Se hatke aur sahi tarike se Trading sikha paun . Kyon ki me bhi bahat saare Traders ko dekha hai Jo sirf bade bade traders ke bare me baat karte hain . Lekin Chhote mote aur villages me jo trader rehte Hain unke bare me baat nahin karte hain .
Me bhi village me rehtaa hoon aur me bahat jyada dikkat ka samna kiya hai Isiliye Mera Koshis yahi hai ki aapko bhi usi tarike se samjha paun.
1 143
हमारा option Trading का ब्रह्मास्त्र Startegy के बारे में जानने के लिए नीचे क्लिक करें👇👇👇👇
https://technoprasant.com/best-option-trading-strategy-pdf-download-in-hindi/
1 143
अब मार्केट दो दिन छूटी है । हमारे ब्लॉग पर जाओ और Free मे Option Trading सीखो। फिर monday को हम साथ में ट्रेड लेंगे और फिर से धमाल मचाएंगे😍🤑🤑💪
1 143
Market Ek Range me Fas gaya😁😁 Isiliye Me 44666 me Postions close karne ke liye bola tha kyun ki wahan se Market 200+ point se jyada Gir gaya . Toh 44666 par phir se ek reversal aa sakta hai ya phir kuchh der consolidation karke phir se upar ya niche ja sakta hai .
lekin humare Strategy ne Ek dum niche se hume buy karne ka signal diya aur Hume bahat achha profit bhi diya . Socho kaun kaun iss level se buy karne ke liye soch rahe the.💪💪
