Matrix Coaching Bareilly
Open in Telegram
A Premier coaching institute for govt. Jobs Preparation नौकरी नही , सरकारी नौकरी
Show more2 619
Subscribers
+124 hours
-17 days
-1730 days
Posts Archive
Abhi library and coaching par govt ne koi guidelines jari nahi kari hai.
Guidelines jari ho jaengi to he kuch pata lagega.
Thoda wait kre.abhi all u.p mei dikkat ho gayi h.
Jo kuch log is time open bhi kre hue h wo kabhi bhi band ho sakti h.isliye abhi ap log wait kre.
Jaisi he guidelines ati h apko mei inform kar dunga.
Teachers and students dono bahut dikkat m hai.
Coaching and library sealed ho gyi hai aj.
Ap log abhi coaching na aye.
Abhi nhi pta kb open hogi seal.
Ghar pr tyari kre.
Abhi 🙏
Kl 10/6/26 ko sabhi batch off rahenge.
Morning 8-10 bje wala batch and
10-1 bje wala batch monday se lgega.
Ap me se jin students ki fees due h wo apni fees kal submit kra dijiyega.
Kal 2june ko 10 bje se test hoga police ka.
Subha 8-10 wale batch k students bhi test dene a sakte hain.
8-10 wala batch kuch din bad regular lagega.jb tk test honge unko bhi 10 bje test dene ana h.
4bje wala tet batch kal se lagega
हमारे पिताजी की आज डेथ हो गई है .
अंतिम संस्कार आज 4 बजे होना है
🙏🙏😭😭
अभी कुछ दिन सभी बैच ऑफ रहेंगे
