📚 رَبِّ زِدنِي عِلماً 📚
Kanalga Telegram’da o‘tish
روزانہ قرآنی آیات، حدیث نبویﷺ اور اِسلامی معلُومات کا مُستَند اُردو چینل۔ For daily Quranic Ayat, Hadith e Nabawiﷺ & Islamic Information in Urdu Language. @itsfayez
Ko'proq ko'rsatish1 057
Obunachilar
+124 soatlar
+67 kun
-130 kun
Postlar arxiv
اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى مُحَمَّدٍ وَعَلَى آلِ مُحَمَّدٍ كَمَا صَلَّيْتَ عَلَى إِبْرَاهِيمَ وَعَلَى آلِ إِبْرَاهِيمَ إِنَّكَ حَمِيدٌ مَجِيدٌ،
اللَّهُمَّ بَارِكْ عَلَى مُحَمَّدٍ وَعَلَى آلِ مُحَمَّدٍ كَمَا بَارَكْتَ عَلَى إِبْرَاهِيمَ وَعَلَى آلِ إِبْرَاهِيمَ إِنَّكَ حَمِيدٌ مَجِيدٌ۔ ♧
join us @knowledge
▪︎04-05-2023▪︎
Jis ne logon ki koi aisi baat chhup kar suni, jis ko wo us se chhupaana chaahte the, to qayaamat ke din aise shakhs ke kaan mein seesa (ek qism ki dhaat) pighla kar daala jaayega.
[Tirmizi :1751]
join us @knowledge
▪︎03-05-2023▪︎
Jo log (museebaton mein) sabr se kaam lete hain, un ka sawaab unhein behisaab diya jaayega.
[sura-e-zumar :10]
join us @knowledge
▪︎01-05-2022▪︎
Jo apne maalon ko raat din chhupe aur khule taur par kharch karte hain, un ke liye un ke Rab ke paas ajr o sawaab hai aur unhein na koi khauf hoga aur na wo ghamgeen honge.
[Sura-e-Baqarah : 274]
join us @knowledge
▪︎30-04-2023▪︎
Us shakhs ke liye halaakat hai, jo logon ko hansaane ke liye koi baat kahe aur us mein jhoot bole, us ke liye barbaadi hai, barbaadi hai.
[Abu Daaood : 4990]
join us @knowledge
