📚 رَبِّ زِدنِي عِلماً 📚
Kanalga Telegram’da o‘tish
روزانہ قرآنی آیات، حدیث نبویﷺ اور اِسلامی معلُومات کا مُستَند اُردو چینل۔ For daily Quranic Ayat, Hadith e Nabawiﷺ & Islamic Information in Urdu Language. @itsfayez
Ko'proq ko'rsatish1 057
Obunachilar
+124 soatlar
+67 kun
-130 kun
Postlar arxiv
▪︎29-04-2023▪︎
Tum mein se jo (mard o aurat) be-nikaah hain, un ka nikaah kara do.
[Sura-E-Noor : 32]
join us @knowledge
▪︎28-04-2023▪︎
Jo shakhs haraam tareeqe (sood, rishwat waghaira) se maal jama kar ke sadqa kare, us ko us sadqa ka koi sawaab nahi milega, balke us haraam kamaai ka wabaal us par hoga.
[Mustadrak : 1440]
join us @knowledge
▪︎27-04-2023▪︎
Apne ghar waalon ko namaaz ka hukm do aur khud bhi us ke paaband raho, hum tum se rizq nahi chaahte, rizq to hum tumhein deinge aur behtar anjaam taqwa hi ka hai.
[Sura-E-Taahaa : 132]
join us @knowledge
▪︎26-04-2023▪︎
Beshak Allah un logon ko azaab dega, jo duniya mein logon ko (na-haq) saza dete hain.
[Muslim : 6826]
join us @knowledge
▪︎25-04-2023▪︎
Jo bhi bura amal karega, us ki saza paayega.
[Sura-e-Nisa : 123]
join us @knowledge
