📚 رَبِّ زِدنِي عِلماً 📚
Kanalga Telegram’da o‘tish
روزانہ قرآنی آیات، حدیث نبویﷺ اور اِسلامی معلُومات کا مُستَند اُردو چینل۔ For daily Quranic Ayat, Hadith e Nabawiﷺ & Islamic Information in Urdu Language. @itsfayez
Ko'proq ko'rsatish1 080
Obunachilar
Ma'lumot yo'q24 soatlar
-37 kunlar
-2730 kunlar
Postlar arxiv
▪︎30-01-2023▪︎
Jo shakhs khair ki baat seekhne ya sikhaane hi ke liye masjid jaaye, to us ka sawaab us haaji ke sawaab ki tarah hai; jis ka haj kaamil ho.
[Tabraani Kabeer : 7473, Abu Umaama]
join us @knowledge
▪︎29-01-2023▪︎
Jo log imaan laaye hain aur naik amal kiye hain, un ko hum zaroor jannat ke aise oonche makaanon mein aabaad kareinge jin ke neeche nehrein behti hongi, jahaan wo hamesha hamesh raheinge.
[Sura-e-Ankaboot : 58]
join us @knowledge
▪︎28-01-2023▪︎
Salaam ko khoob phailaao, tum salaamat rahoge aur itraana (akadna) buhut buri aadat hai.
[Musnade Ahmed: 18530, Bara bin Aazib]
join us @knowledge
▪︎27-01-2023▪︎
Aap yateem par sakhti na kijiye.
[Sura-e-Zuha : 9]
join us @knowledge
▪︎26-01-2023▪︎
Jis qaum mein sood (interest) aam ho jaata hai, us mein paagalpan ki beemaari phail jaati hai.
[Al Kabaair LiZahabi : 1/61, Abdullah Bin Masood]
join us @knowledge
