📚 رَبِّ زِدنِي عِلماً 📚
الذهاب إلى القناة على Telegram
روزانہ قرآنی آیات، حدیث نبویﷺ اور اِسلامی معلُومات کا مُستَند اُردو چینل۔ For daily Quranic Ayat, Hadith e Nabawiﷺ & Islamic Information in Urdu Language. @itsfayez
إظهار المزيد1 056
المشتركون
لا توجد بيانات24 ساعات
+77 أيام
-330 أيام
أرشيف المشاركات
▪︎14-05-2023▪︎
Wo shakhs (kaamil) imaan waala nahi ho sakta, jo pet bhar kar khaaye aur us ka padosi bhooka rahe.
[Sho’bul Imaan : 5660]
join us @knowledge
▪︎13-05-2023▪︎
Allah ne tumhein jo kuch de rakha hai, us ke zariye aakhirat waala ghar banaane ki koshish karo aur duniya mein se bhi apne hisse ko nazar andaaz na karo.
[Sura-E-Qasas : 77]
join us @knowledge
▪︎12-05-2023▪︎
Bhoole bhatke aadmi ko sahih raasta bataana (bhi) sadqa hai.
[Tirmizi : 1956]
join us @knowledge
▪︎11-05-2023▪︎
Aye imaan waalo! Apne sadqaat ko ehsaan jata kar aur takleef puhoncha kar baatil na karo.
[SURA-E-BAQARAH : 264]
join us @knowledge
▪︎10-05-2023▪︎
Logo! Ilm ke waapas liye jaane aur ilm uthha liye jaane se pehle ilm haasil kar lo.
[Musnade Ahmed : 22290]
join us @knowledge
