cookie

Ми використовуємо файли cookie для покращення вашого досвіду перегляду. Натиснувши «Прийняти все», ви погоджуєтеся на використання файлів cookie.

avatar

Quran Urdu Official

Amazing recitations and Images •••••••••••••••••••••••••••• ▶️ Play the Quran, ⏸ Pause the desires, ⏺ Stop The Shaytaan, ⏪ Rewind The Happiness..... 🤗 Powered by: @onepathtopeace

Більше
Рекламні дописи
441
Підписники
Немає даних24 години
Немає даних7 днів
+330 днів

Триває завантаження даних...

Приріст підписників

Триває завантаження даних...

Фото недоступнеДивитись в Telegram
1Path2Peace Foundation Presents Short course on Taqwiyatul Imaan 👨‍🏫 Shaikh Hafiz Abdul Jabbar Rahmani Sanabili (حفظه الله) 💵 Fees: Rs 200 (Non Refundable) 💰 Registration: https://rzp.io/l/Taqwiyatulimaan2023 🗓 Starting on: 29th October 2023 - 9pm IST (Sunday) Aap is Course mein kya Seekhenge? 1) Tawheed ka Mafhoom 2) Kalma Tawheed (La Ilaha Illala) ka Maana 3) Tawheed ki Ahmiyat, Qadr or Manzilat 4) Tawheed ke Fazail 5) Tawheed ki Kismein a) Tawheed e Ruboobiyat b) Tawheed e Uloohiyat c) Tawheed Asma wa Sifaat 6) Shirk ki Haqeeqat 7) Shirk Ki Qismein a) ilm mein Shirk b) Tasarruf mein Shirk c) Ibadaat mein Shirk d) Roz marrah ke mein Shirk e) Rasm O Riwaaj mein shirk f) Len Den mein Shirk g) Kheti Baadi mein Shirk h) Chopayon mein Shirk i) Aulaad ke Silsile mein Shirk ©️ 1Path2Peace Foundation 🪀 Support: +91 8630392791
Показати все...
1
DUAA KI QUBOOLIYAT ✨ Rasool Allah (ﷺ) ne farmaya: "Zameen par koi bhi musalman esa nahi hai jo gunah aur qata rehmi (rishtedaari todne ya la taluki) ki duaa ko chod kar koi bhi duaa karta ho aur Allah usey wo cheez naa de dete hon, ya us ke badle us ke barabar ki us ki koi buraai (koi musibat) door naa kar dete hon." Us par ek shaks ne kaha: "Tab to hum khoob (bohot) duaaein manga karenge." Aap (ﷺ) ne farmaya: "Allah us se bhi zyada dene wale hain." 📚: Jami at-Tirmidhi 3573 | Hasan "Usey teen me se ek cheez di jaati hai: Ya to us ki duaa ka jawaab jald mil jaata hai, ya ye agli dunya me us ke liye mehfuz kar di jaati hai, ya us ke barabar ki koi buraai us par se tal jaati hai." 📚: Al Adab Al Mufrad 710 | Sahih (Shaykh Albani رحمة الله)
Показати все...
2
Фото недоступнеДивитись в Telegram
Al Abrish has been refuted by Shuyookhs and has been defaming Islam by his fraudulent activities. Check this Instagram Account which highlights all his crimes https://instagram.com/alabrish_fraud?igshid=NzZlODBkYWE4Ng== Check this Instagram Account of Frauds of Al Abrish Academy Beaware of him Check this website also Alabrish.com
Показати все...
3 Tarha ke Logon ke khilaf Allah Khud Gawahi dega Hazrate Abu Hurairah (رضي الله عنه‎) se Riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ki Allah Ta’ala ka farman hai : “Teen (3) tarah ke log aise hain jiska Qayamat ke din Mai khud muddaii (opponent/khilaf) banunga” (1). Ek tou wo shakhs jis ne mere Naam par Ahad (Waada) kiya aur phir waada khilafi ki, (2). Dusra wo shakhs jisne kisi Aazad Aadmi ko baich kar uski Qeemat khayi, (3). Teesra wo shakhs jis ne kisi ko Mazdoor kiya phir kaam tou uss se pura kiya lekin uski mazdoori na di. 📕 Sahih Bukhari, Hadees 2270 Allah Reham kare, Aaj ye muamlaat to bilkul aam nazar aa rahe hai, Allah hum Sabko in khabahat se bachaye, Hume Huqooq Allah aur Huqooq Al ibad me kotahi se bachaye, Ameen! Allahumma Ameen.
Показати все...
Nabi ﷺ ki wafat ka waqt🥺 • 12- Rabbiual Awwal • Jumuah Khutbah by sheikh Moin Madni Hafizahullah SOLAPUR.
Показати все...
Nabi ﷺ ki Wafat ka waqt.mp3115.03 MB
Dear everyone, Al Abrish Islamic Academy (The Fraudster) has raised some concerns about 1Path2Peace Foundation. Al Abrish has used 1Path2Peace Foundation to get some fame, Trust and Authenticity in the Market. When his Deciving things got over he started Blaming 1Path2Peace that we did such and such with him. The Admin of 1Path2Peace (Fahad Ali Khan) has competely expose this person in series of Part. - Exposing Harsh Reality of Al Abrish Islamic Academy Full Playlist of this Scam: https://www.youtube.com/playlist?list=PLIoPC_cETBFn1zU2IErXnQpsWquFK-CMJ Details of Owner of Al Abrish: https://drive.google.com/drive/folders/1ctmESwQOzX5DAUDFUsm0OF1dkTHocqcF?usp=drive_link
Показати все...
📍 Barelviyo ka kahna hai 👉 Miladun nabi iblis nahi manata _____ 👉 Hazrat Abu bakar siddiq Razi’Allahu ta'ala anhu ki khilafat me 12 rabbi ul Awwal 2 baar aaya tha unho ne nahi manaya tha 👉 Hazrat omer razi Allahu Anhu ki khilafat me 12 rabbiul awwal 10 baar aaya tha unho ne nahi manaya tha 👉 Hazrat Usman ghani Razi’Allahu Anhu ki khilaf me 12 rabbiul awwal 12 baar aaya tha unho ne nahi manaya thi 👉 Hazrat Ali Razi’Allahu ta'ala anhu ki khilafat me 12 rabbiul awwal 5 baar aaya tha unho ne bhi nahi manaya tha 👉🏻 Tum agar sacche ho to ek daleel lekar auo in shaa Allah tum se bhi behtareen tareeqe se 12 rabbiul awwal jashne miladun nabi hum manayenge 👉 Aaj se 30 saal pahle tak mere bachpan me 12 rabbiul awwal ko hum 12 wafat ke naam se jana karte the 👉 Logo ko najane kya ho gaya 12 rabbiul wafat ko jaashne miladun nabi badal diya _____ 👉 12 wafat ke din jab hazrath Aisha siddiaqa razi Allahu ta"ala anha ki god me aap Sallallahu AlaihiWa sallam Ne wafat payee to iblis ne jashn manaya tha 👉 Ab kaho Kaun hai iblis ??? 👉 Hum ya phir wo log jo ye sab biddate karte hai
Показати все...
👍 2
*Miladun Nabi ki Tareekh or us din Roza Rakhna Kaisa hai?* --------------------------------------------- 👉 Rasoolullah ﷺ ki *Paidaesh ki Tareekh (Date) me Ekhtalaf hai* Lekin, *Mayyat (Death) ki Tareekh (Date) me Zayada tar ulma ke nazdeek "12 Rabee‘ al-Awwal" hai.* 📚( ar-Rawd al-Unuf by as-Suhayli (4/439, 440); as-Seerah) 📚(an-Nabawiyyah by Ibn Katheer (4/509) 📚 (Fath al-Baari by Ibn Hajar (8/130).  👉 Ab *zra Sochiye ki mayyt ki date ko log "Jashn" mna rahe hain, kya Yhi Islam hai?*❌ 👉 Kya kisi *imaam Abu Haneefah, Maalik, al-Shaafi’i, Ahmad, al-Hasan al-Basri, Ibn Seereen ne aisa kiya?* Ya karne ka Hukum diya? Agar aisa karna Sabit hota to Koi imam se to Suboot milta Manane ka. 👉 or Na hi *Islamic Shuru ke 300* saal me aisa dekhne ko mila.❌ 👉 Rasoolullah ﷺ ke *shuru ke 3-4 Zamane me aisi cheeze dekhne ko na mili,* Esi liye Rasoolullah ﷺ apne baad ke zamane Sahaba, Tabaee, Tabe-Tabaee ke Zamane ko Sabse Behtar kaha tha. (Matalab Salafe saleheen ka zamana) 👈 نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا ”سب سے بہتر میرے زمانہ کے لوگ ہیں، پھر وہ لوگ جو اس کے بعد ہوں گے، پھر وہ لوگ جو اس کے بعد ہوں گے- اور اس کے بعد ایسے لوگوں کا زمانہ آئے گا جو قسم سے پہلے گواہی دیں گے اور گواہی سے پہلے قسم کھائیں گے- 📚(Sahih Bukhari :# 2652) 👉 Doosri baat:- *kya Ye "Eid" hoti to Sahaba(raz) bhi to Manate?* koi bhi aisi Hadees nhi milti hai ki Sahaba (raz) ne Manaya ho.❌ Kya uske baad ke logo ne mnaya? Nahi nahi nahi ❌ 👆 Jaan lijiye Islam me "2 hi Eid hai" "Eid al-Fitr" or "Eid al-Azha." 👆 Eske Elawa kisi bhi Trah ki Eid mana na, Bidaat hai (Khelafe Sunnat hai❌) *Nabi ﷺ Paidaesh ya Apni Paidaesh ke din Roza Rakhna* ------------------------------------ 👉 Sabse pahli baat ye hai ki *Rasoolullah ﷺ se "har hafte" ki "Monday" ko roza rakhne ka Suboot milta hai,* or Rasoolullah ﷺ jab poocha gya to unhone kaha ki es din mai paida hua tha esi liye rakhta hu roza, 📚 (Sahi Muslim: #1122 islamqa) 👆 Yaha Rasoolullah ﷺ ne ye nhi kiya ki "Saal" me rakhte the, Balke wo Har hafte Monday ko rakhte the, *to agar koi Rasoolullah ﷺ ki Paidaesh maan kar rakhta hai to usko har hafte Monday ko Roza rakhna Chahiye na ki saal me 1 baar.* 👉 Doosri baat *Agar ye Amal Saal me rakhne ka Sabit hota To Sahaba (raz) bhi to aisa karte, Aik bhi hadees Aisi nhi milti hai ki Rasoolullah ﷺ ki Paidaesh maan kar Sahaba(raz) ne roza rakha ho*.❌ 👉 Rasoolullah ﷺ ne apni Paidaesh ke Din "Roza rakha" 📚 (Sahi Muslim: #1122 islamqa) 👆 or Eid ke din Roza rakhna haram hai.❌ ------------------------------- 👆 *Ab zara Sochiye "Eid Mialdu Nabi Manana Hota Nabi ﷺ ki Paidaesh pe to Nabi ﷺ Eid ke Din Roze ko Haram kyu kahte,? Esse ye Sabit hota hai ki Nabi ﷺ ki Paidaesh ka din "Eid" nhi ho Sakta hai.* 📚 (Bukhari-1993) 👆👆👆 Yahi baat Kaafi hai batane ke liye ki ye "Eid Milad" manane ka din nhi hai Kyuki Rasoolullah ﷺ ne us din Roza rakha, or EID Ke din Roza rakhne ko "Haram" kaha hai Rasoolullah ﷺ ne, Esi liye ye "Eid" kaise ho Sakti hai.? 👉 *Kisi aise din ya Ebadat ko makhsoos khud se kar lena jisko Nabi (ﷺ) ne Na kiya ho ya Sahaba, Salaf-e saleheen ne Na kiya ho to wo "Bidat" hai.* *Deen me koi bhi nayi cheez Shamil krna bidat hai*❌ ----------------------- 👉Rasool Allah ﷺ ne farmaya:- 👉 *Har bidat(deen me nyi cheez) gumrahi hai or har gumrahi ka thekana jahnnam hai.* 📚 [Sahi Muslim #2005 islam360] 👉Jisne hamare is *deen me kuch aisi baat shamil ki jo usme se nahi hai to wo Amal mardud hai.* 📚 [Sahih al bukhari:2697] ( *हर बात दलील के साथ*)
Показати все...
👍 1
Фото недоступнеДивитись в Telegram
Short Brief Explanation About Upcoming Course Of Namaaz-e Nabawi (ﷺ) | 1Path2Peace Foundation 📹 Intro: https://youtu.be/bOpHZmvLRd4 💰 Registration : https://rzp.io/l/i1gbQN4 WhatsApp: +918630392791
Показати все...
Оберіть інший тариф

На вашому тарифі доступна аналітика тільки для 5 каналів. Щоб отримати більше — оберіть інший тариф.