uk
Feedback
Chanakya physical training center

Chanakya physical training center

Відкрити в Telegram

CHANAKYA PHYSICAL TRAINING CENTER Admission Is goining on for Indian Army Bihar daroga and constable Our address is ... Gandhi maidan gate no 7 CONTACT 8582060183

Показати більше
3 985
Підписники
+424 години
+237 днів
+1730 день
Архів дописів
Aaj sham 4 bje boys bihar sub inspector high jump ke liye gandhi maidan report karnge or sab log sham 5 bje baki sabhi boys and girls running ke liye report karnge Kal subh girls ki high jump hogi Kal subh boys ki long jump hogi Jinka ho jata h long and high jump wo log jada attamp nhi le agr nhi v karte h to koi dikkat nhi h physical me

जिनको भी टेस्ट देना होगा वो दे सकते हैं चाहे वो किसी भी बैच के हो..

सभी दरोगा अभ्यर्थियों महिला और पुरुषो का 1km और 1600 मीटर का टेस्ट होना हैं आप सभी कल (सोमवार) को सुबह 7:30 बजे गांधी मैदान रिपोर्ट करेंगे| Army का भी टेस्ट होगा वो लोग भी सुबह 7:30 बजे गांधी मैदान रिपोर्ट करेंगे Railway group D के भी अभ्यर्थी का टेस्ट होगा वो लोग भी सुबह 7:30 बजे गांधी मैदान रिपोर्ट करेंगें | Excise constable, operator और अन्य सभी जैसे SSC gd ये सभी लोग सुबह 5:30 बजे गांधी मैदान में रिपोर्ट करेंगे| आप लोगों का physical regular practice होगा

Bihar excise or operator aap sabhi subh 5:30 me report kijiyega monday ko

Kal aap sabhi ka rest h aap sabhi body recover kijiye or monday ko test hoga Time msg jaega test ke liye ki kb gandhi maidan report krna h

Aap sabhi aaj sham 5pm baje running ke liye gandhi maidan report kijiyega

Girls aap sabhi high jump ke liye avi sham me 4 bje gandhi maidan report kijiyega Baki sabhi log sham me 5 bje running ke liye aaenge..

Baki log ka running v hoga

Avi sham me long jump hoga boys and girls

Sham ki training barish ke karan off rahegi..aap sabhi subh apne time se report karenge

Aaj sham ki training off rahegi kal se subh or sham dono time aap sabhi training ke liye gandhi maidan report kijiyega

Aap sabhi kal subh 5:15 me report kijiyega gandhi maidan ground jaha se physical hota tha.....

Kal gandhi maidan ke saide kahi se v gari ki entery nhi h kal subh training me dikkat hoga aap sabhi kal subh rest kijiyega or sham me 5 bje gandhi maidan ground pr aaega training ke liye.....

Sab log comment karega

Sabhi log is dog ke liye like or comment jarur kijiye