💕ISLAMIC THINKING💕
Відкрити в Telegram
Purpose of this channel is to benefits for the whole Muslim ummah/Muslims(Youths) with authentic Islamic knowledge & help them to make their Dunya & Aakhirah better, INSHALLAH. 💕 ALSO JOIN : https://t.me/Islam_Is_WayOf_MyLife
Показати більше485
Підписники
+224 години
+207 днів
+9830 днів
Архів дописів
In which battle the angels helped Muslims ?
Kis Jang me Farishton ne Musalmano ki Madad ki thi ?
Which Prophet had 100 wives ?
Kis Nabi ke Paas 100 Biviya thi ?
موت کا جھٹکا سب کچھ Offline کر کے صرف اچھے یا برے اعمال کو Online کر دیتا ھے
💐 اللھم انی اسئلک حسن الخاتمۃ
اے اللہ میں تجھ سے اچھی موت کا سوال کرتا / کرتی ہوں💐🌹
Aasalaamualikum waramatulahi wabarakatuhu
Quiz matirial
( 1 ) Sawal:- Hum kis Rasool ke ummati hain????
Jawab:- Hum aakhri Rasool Muhammad ke ummati hain.
( 2 )Sawal:- Nabi Kareem ka naam Muhammad kisne rakha tha? Ans Nabi Kareem ka naam Muhammad Aapke daada ne rakha tha
( 3 )Sawal:- Nabi ka doosra naam kiya tha aur kisne rakha tha???
Jawab:- Muhammad ka doosra naam Ahmad tha aur yeh naam Aapki walidah ne rakha tha
( 4 )Sawal:- Muhammad aur Ahmad ke kiya ma'ne hain????
Jawab:- Muhammad aur Ahmad ke ma'ne hain Jis ki uski khoobiyon ki bana par khoob khoob ta'areef ki jaye
( 5 )sawal:- Makkah Mukarramah Arab ke kis mulk mein hai???
Jawab:- Makkah Mukarramah Arab ke jis mulk mein hain use "Saudi Arab" kahte hain
( 6 )sawal:- Makkah ko kisne aabaad kiya tha???
Jawab:- Mashhoor Nabi Hazrat Ibraheem (Alaihay salam) ne Allah ke hukm se Makkah ko apni biwi Hazrat Haajrah p aur apne ladke Hazrat Ismay'eel (Alaihay salam)
ko basa kar aabaad kiya tha
( 7 ) Sawal:- kiya Nabi Hazrat mohammad (saw) Isma'yeel (Alaihay salam) ki nasl se hain???
Jawab:- Ji haan! Muhammad (saw) Hazrat Ismaay'eel (Alaihay salam) ki nasl se hain

✨Benamazi ki Sazaa✨
✨ bachcha jab 7 saal ka ho jaaye to use namaz ka hukm do aur aur jab 10 saal ka ho jaaye to maarkar padhao
📕 Abu daood,jild 1,safah 77
✨ Momin aur kaafir ke darmiyan farq sirf namaz ka hai
📕 Nisaayi,jild 1,safah 81
✨Qayamat ke din bande se aamal me sabse pahle sawal namaz ki hogi
📕 Kanzul ummal,jild 2,safah 282
✨JIski asr ki namaz faut ho gayi uska amal zaaya ho gaya
📕 Bukhari,jild 1,safah 78
✨Jo shakhs jaanbujhkar ek waqt ki namaz chhod de to uspar se ALLAH ka zimma uth gaya
📕 Alithaaf,jild 6,safah 392
✨Namaz me susti karne waale qayamat ke din suwar ki surat me uthenge
📕 Kya aap jaante hain, safah 439
✨ Jahannam me ek waadi hai jiska naam wail hai uski garmi ka ye haal hai ki usse jahannam bhi panaah maangta hai usme be namazi daale jayenge
📕 Paara 30,surah maoon,aayat 4
✨Jo namazo ko unke waqt par padhe aur uske aadab ki hifazat kare to maula par ahad hai ki usko jannat me daakhil kare
aur jisne namazo ko chhoda ya padhne me uske aadab o arkaan sahi na rakha to allah par koi ahad nahin chahe to use bakhshe aur chahe azaab de
📕 Majmauz zawayed,jild 1,safah 302
Allah Hme 5 Waqt ki Namaz padhne ki Taufiq Ata kare...Aameen...summa Aameen🤲