📚 رَبِّ زِدنِي عِلماً 📚
Відкрити в Telegram
روزانہ قرآنی آیات، حدیث نبویﷺ اور اِسلامی معلُومات کا مُستَند اُردو چینل۔ For daily Quranic Ayat, Hadith e Nabawiﷺ & Islamic Information in Urdu Language. @itsfayez
Показати більше1 062
Підписники
Немає даних24 години
Немає даних7 днів
+830 днів
Архів дописів
▪︎15-04-2023▪︎
Tum jahaan bhi hoge (ek na ek din) maut tumhein aa pakdegi, chaahe tum mazboot qil'on mein kyun na reh rahe ho.
[Sura-E-Nisa : 78]
join us @knowledge
▪︎14-04-2023▪︎
Jo shakhs Allah aur us ke Rasoolﷺ ka kehna na maane, woh khuli huwi gumraahi mein hai.
(Sura-e-Ahzaab: 36)
join us @knowledge
▪︎13-04-2023▪︎
Naiki aur buraai baraabar nahi hoti, is liye tum buraai ka jawaab aise tareeqe se do jo behtareen ho, nateeja yeh hoga ke tujh mein aur jis mein dushmani thi, wo dekhte hi dekhte (tumhaara) jigri dost ban jaayega
[Sura-e-Haa Meem Sajdah : 34]
join us @knowledge
