📚 رَبِّ زِدنِي عِلماً 📚
Відкрити в Telegram
روزانہ قرآنی آیات، حدیث نبویﷺ اور اِسلامی معلُومات کا مُستَند اُردو چینل۔ For daily Quranic Ayat, Hadith e Nabawiﷺ & Islamic Information in Urdu Language. @itsfayez
Показати більше1 061
Підписники
-124 години
-17 днів
+930 днів
Архів дописів
▪︎27-02-2023▪︎
Logon mein sab se bura aadmi woh hai, jis ki bad zubaani ki wajah se log us ka saath chhod dein.
[Bukhari: 6054]
join us @knowledge
*15 شعبان کا روزہ* اور اس دن کا *اہتمام*
• شب براءت میں *قبرستان* جانا
• برکت کی نیت سے *حلوے* بنانا
• فضیلت کی نیت سے *صدقات* کرنا
🎥 *مفتی طارق مسعود صاحب*
▪︎26-02-2023▪︎
khaao aur piyo aur fuzool kharchi na karo, yaad rakho ke Allah fuzool kharch logon ko pasand nahi karta.
[Sura-e-A’raaf: 31]
join us @knowledge
▪︎25-02-2023▪︎
Rasoolullah ﷺ se poochha gaya ke sab se paakeeza kamaayi kaun si hai? aap ne farmaaya : aadmi ke apne haath ka kaam aur sahih tareeqa par tijaarat.
[Musnade Ahmed: 17265]
join us @knowledge
▪︎24-02-2023▪︎
Jo log baitullah 🕋 tak pahonchne ki taaqat rakhte hon; un par Allah ke liye us ghar ka hajj farz hai.
[Sura-e-Aale Imraan: 97]
join us @knowledge
▪︎23-02-2023▪︎
Jis ne zeher kha kar khudkushi ki hogi, to us ke haath mein zeher hoga, wo jahannam mein hamesha hamesh use phaankta (khaata) rahega.
[Bukhari: 5778]
join us @knowledge
