📚 رَبِّ زِدنِي عِلماً 📚
رفتن به کانال در Telegram
روزانہ قرآنی آیات، حدیث نبویﷺ اور اِسلامی معلُومات کا مُستَند اُردو چینل۔ For daily Quranic Ayat, Hadith e Nabawiﷺ & Islamic Information in Urdu Language. @itsfayez
نمایش بیشتر1 063
مشترکین
اطلاعاتی وجود ندارد24 ساعت
اطلاعاتی وجود ندارد7 روز
+930 روز
آرشیو پست ها
▪︎24-03-2023▪︎
Aap mere bandon se keh dijiye ke wohi baat kaha karein jo behtareen ho.
[Sura-E-Bani Israaeel: 53]
join us @knowledge
▪︎23-03-2023▪︎
Rasoolullah ﷺ ne kabhi kisi khaadim ki pitaai nahi ki, na (kabhi) kisi aurat ko maara aur na hi kisi aur cheez ko apne haath se maara.
[Ibne Maaja: 1984]
join us @knowledge
▪︎22-03-2023▪︎
Beshak Allah Ta’ala kisi bhi khayaanat karne waale gunahgaar ko pasand nahi karta
[Sura-E-Nisa: 107]
join us @knowledge
▪︎21-03-2023▪︎
Jis ne teen jumma susti se chhod diya, to Allah Ta’ala us ke dil par mohar laga dega.
[Abu Daaood: 1052]
join us @knowledge
▪︎20-03-2023▪︎
Jo shakhs Allah aur us ke Rasoolﷺ ka kehna na maane, wo khuli huwi gumraahi mein hai.
[Sura-E-Ahzaab: 36]
join us @knowledge
