📚 رَبِّ زِدنِي عِلماً 📚
رفتن به کانال در Telegram
روزانہ قرآنی آیات، حدیث نبویﷺ اور اِسلامی معلُومات کا مُستَند اُردو چینل۔ For daily Quranic Ayat, Hadith e Nabawiﷺ & Islamic Information in Urdu Language. @itsfayez
نمایش بیشتر1 078
مشترکین
-224 ساعت
-57 روز
-2830 روز
آرشیو پست ها
▪︎13-11-2022▪︎
Allah se darte raho aur apne rishtedaaron ke saath husn e sulook karo.
[Sho’bul Imaan : 7950]
join us @knowledge
▪︎12-11-2022▪︎
Aur apnay maal ko fuzool kharch (zaya) na karo. Yaqeen jaano fuzool kharchi karne walay (maal uraanay walay) shaitaan ke bhai hain.
[Sura-e-Bani Israaeel: 26, 27]
join us @knowledge
▪︎11-11-2022▪︎
Logon ko deen sikhaao aur aasaaniyaan paida karo, dushwaariyaan paida na karo.
[Musnade Ahmed : 2136]
join us @knowledge
▪︎10-11-2022▪︎
Beshak woh (Allah) apne bandon ke haalaat se achchhi tarah baakhabar hai, unhein poori tarah dekh raha hai.
[Sura-e-Bani Israaeel: 30]
join us @knowledge
▪︎09-11-2022▪︎
Har jaandaar ko maut ka maza chakhna hai aur tum ko qayaamat ke din aamaal ka poora poora badla diya jaayega. [Sura-e-Aala-e-Imraan: 185]
join us @knowledge
