📚 رَبِّ زِدنِي عِلماً 📚
رفتن به کانال در Telegram
روزانہ قرآنی آیات، حدیث نبویﷺ اور اِسلامی معلُومات کا مُستَند اُردو چینل۔ For daily Quranic Ayat, Hadith e Nabawiﷺ & Islamic Information in Urdu Language. @itsfayez
نمایش بیشتر1 055
مشترکین
اطلاعاتی وجود ندارد24 ساعت
+77 روز
-330 روز
آرشیو پست ها
السلام عليكم ورحمةالله وبركاته
*12-06-2023*
Zulm (karne) se bacho! Is liye ke zulm qayaamat ke din buhut se andheron ki shakl mein hoga.
[Muslim : 6741]
▪︎11-06-2023▪︎
Beshak wo log jo yateemon ka maal zulman khaate hain, wo apne peton mein aag bharte hain, wo anqareeb jahannam mein jaayeinge.
[Sura-e-Nisa : 10]
join us @knowledge
▪︎10-06-2023▪︎
Jab koi shakhs Allah ko raazi karne ke liye kisi yateem bachche ya bachchi ke sar par haath pherta hai, to jitne baal par us ka haath guzarta hai, us ke har baal ke badle mein us ke liye nekiyaan likhi jaati hain.
[Musnade Ahmed : 22284]
join us @knowledge
▪︎09-06-2023▪︎
Allah wohi hai jo tumhaara parwardigaar hai aur Allah badi shaan waala hai, jo saare jahaanon ka parwardigaar hai.
[Sura-e-Momin : 64]
join us @knowledge
▪︎08-06-2023▪︎
Beshak yeh Qur’aan wo raasta dikhaata hai jo sab se ziyaada seedha hai.
[Sura-e-Bani Israaeel : 9]
join us @knowledge
