📚 رَبِّ زِدنِي عِلماً 📚
رفتن به کانال در Telegram
روزانہ قرآنی آیات، حدیث نبویﷺ اور اِسلامی معلُومات کا مُستَند اُردو چینل۔ For daily Quranic Ayat, Hadith e Nabawiﷺ & Islamic Information in Urdu Language. @itsfayez
نمایش بیشتر1 055
مشترکین
اطلاعاتی وجود ندارد24 ساعت
+77 روز
-330 روز
آرشیو پست ها
▪︎07-06-2023▪︎
(Qayamat ke din moamin ke) Taraazu mein achchhe akhlaaq se bhaari koi cheez na hogi.
[Abu Daaood : 4799]
join us @knowledge
▪︎06-06-2023▪︎
Aye imaan waalo! Allah se daro aur sachche logon ke saath raha karo.
[Sura-e-Tauba : 119]
join us @knowledge
▪︎05-06-2023▪︎
Insaan ke liye paakeeza tareen khaana wo hai jo us ne apni mehnat se kamaaya ho.
[Abu Daaood : 3528]
join us @knowledge
▪︎04-06-2023▪︎
Jo zakaat tum Allah ki khushnoodi haasil karne ke iraade se dete ho, to jo log bhi aisa karte hain, wo (apne maal ko) kayi guna badha lete hain.
[Sura-e-Room : 39]
join us @knowledge
▪︎03-06-2023▪︎
Agar insaan ke paas maal-o-daulat ke 2 jungle bhi ho jaayein, to wo teesre ki khwaahish karega aur insaan ka pet to qabr ki mitti hi bhar sakti hai.
[Bukhari : 6436]
join us @knowledge
