638
Subscribers
No data24 hours
-37 days
-1230 days
Posts Archive
बारिशें आती हैं तो
हम एक बार भीगते हैं
या दो बार
फिर कहीं सूखे में खड़े
चुपचाप उसे बरसते देखते हैं
प्यार भी हम
एक बार ही करते हैं
या दो बार
फिर चुपचाप
एक इंतज़ार में खड़े
संसार को प्यार करते देखते हैं।
Kabhi kabhi bas sab kuch zyada ho jaata hai… bina kisi wajah ke. Na koi reason hota hai, phir bhi dil bhaari rehta hai.
Tab main chupchaap bike uthata hu aur nikal padta hu… shehar peeche reh jaata hai aur main pahadon ke beech kahin ruk jaata hu. Waha na koi sawal karta hai, na koi samajhta hai… bas khamoshi hoti hai, aur main hota hu.
Dil ki jo baatein kisi se keh nahi paata… wo sab wahi hawa ke saath dheere dheere nikal jaati hain. Shayad isliye, jab mann kahin nahi lagta… to main khud ko wahi jaake thoda sa sambhal leta hu.
Available now! Telegram Research 2025 — the year's key insights 
