668
Subscribers
No data24 hours
No data7 days
-930 days
Posts Archive
Internet and it's application sab students 11 bheja upsthit ha late aane walo to exam mi entry nhi milagi
24 ko pratical exam hone wali ha notice ek do din me dal jayga
Jo log Bahar rahte hain wo 11 ko Aakar apna practical file aur cce jama kara
Jinhen abhi tak CCe aur practical nahin jama karaen hain vo kal date 7.3.2026 ko 12:00 baje computer vibhag mein Aakar Apne practical check karaya aur cce jama karaen
12:00 से 12:30 बजे तारीख 18/02/2026 को आपकी प्रैक्टिकल रिकॉर्ड कंप्यूटर डिपार्टमेंट में चेक होंगे सभी अनिवार्य रूप से चेक करा लें।
Your practical records will be checked in the Computer Department on 18/02/2026 from 12:00 to 12:30, all must be checked compulsorily.
12 sa 12:30 hi cce jama hoga 12:30 sa 01:00 ko aapka subject par ek lecture hoga jisa attend karne ha...internet with cyber security and e-commerce attendence us lecture ka doran hi hogi
10/02/2026 ko 12: 00-12:30 baje sabhi kushabhau Thakre auditorium mein upsthit hokar Apne cce jama Karen
Usi din sabke cce jama honge uske bad kisi ke CCe jama nahin honge samay per upsthit Ho jaye samay ke bad bhi kisi ka bhi cce jama nahin honge sab proper dress aur identity card ke sath hone chahie
Note:-second year Fees card bhi Sath lana hai
Repost from N/a
Kaksh kramank aur samay ke liye group check karte Rahe
Cce aur unhin ka check hoga jo proper dress aur identity card ke sath aaega
