en
Feedback
THE REVOLUTION By Dushyant Singh

THE REVOLUTION By Dushyant Singh

Open in Telegram
1 732
Subscribers
No data24 hours
No data7 days
No data30 days
Posts Archive
Remember one thing " जरूरी नहीं है कि जो व्यक्ति दिखने में अच्छा हो , वह दिल से भी उतना ही अच्छा हो " और यहां मेरा आशय व्यक्ति से बिल्कुल भी नही है 🙂

In do papers ke baad apko explanation me bhi kaafi jyada jaankaari milegi

Starting ke 2 paper handwritten form me hai, kyunki mene inko kaafi time pahle taiyar Kiya tha, 2 paper ke baad ke saare paper digital form me honge , so plz don't worry and just focus on content.

Edit, Sign and Share PDF files on the go. Download Acrobat Reader for mobile: https://adobeacrobat.app.link/Mhhs4GmNsxb

Par aap video share nahi karte hain, is video ko jyada se jyada logo tak share jarur kariyega 🙏🙏

All the very best

Age bhi achha hone ki ummid hai, lage raho

2023 ka uppcs ka jo paper hua tha uske baare me itna hi kahunga, ki pure previous papers ko na bhi dekhe to kewal Jo paper ab tak ho chuke hain, unhi me se directly, indirectly bahut saare questions mil jayenge. Ye bat video banakar mene paper ke turant baad batai bhi thi.

Esa content koi bhi free me nahi deta hai, ye aap achhi tarah jaante hain, log inhi previous paper se test series banakar market me 1000 -2000 me bech rahe hain. Apko yahi baat samjhni hai

Aaj se agle 30 din apko ye follow karna hai. 30 days me 30 paper explanation ke saath cover karenge. Revision ke liye pdf apko telegram par milti rahegi. Ab iska kya fayda hoga, ye apko paper ke baad pata chalega ✌️

Yaha se saara current affairs detail me padhna start kar dijiye , aur apni book me important facts ko highlight underline karna na bhule, jis se baad me revision me asaani ho

Edit, Sign and Share PDF files on the go. Download Acrobat Reader for mobile: https://adobeacrobat.app.link/Mhhs4GmNsxb

Is ☝️☝️ video ke saath hi 6 month ka one liner current affairs complete ho Gaya hai. Kal se topic wise detail current affairs cover karenge 👍👍 Book ka jarur dhyaan rakhna sabke paas honi hi chahiye revision ke liye.

Polity ki ye ☝️☝️vali series follow kar lo maximum do din me complete ho jayegi, is baat ki guarantee hai ki ro aro aur uppcs me saare questions isi se cover ho jayenge 👍

बिना करेंट अफेयर्स को कवर किए पेपर देना और प्री को पास करने के बारे में सोचना ठीक वैसा ही है , जैसे आप युद्धभूमि में अत्याधुनिक हथियारों से लैस किसी दुश्मन का सामना लाठी और डंडे से करने बारे में सोच रहे हों। 🤗🤗