Fᴇᴇʟɪɴɢs Eᴠᴇʀ....🖤
Open in Telegram
Welcome Tᴏ Mʏ Cʜᴀɴɴᴇʟ🥂 𝑆ℎ𝑎𝑟𝑒 𝑓𝑒𝑒𝑙𝑖𝑛𝑔𝑠🥀 𝑀𝑢𝑠𝑖𝑐𝑠🎶 𝐷𝑎𝑟𝑘 𝑡ℎ𝑜𝑢𝑔ℎ𝑡𝑠 𝑛𝑑 𝑞𝑢𝑜𝑡𝑒𝑠✨🖤
Show more431
Subscribers
No data24 hours
-47 days
-1030 days
Posts Archive
Kab Tak Taraste Rahenge Tujhe Paane
Ki Hasrat Mein
De Koi Zakham Aisa Meri Saans Toot Jaye
Or Teri Jaan Chhoot Jaye :)
Akhon me Paani bhare wo mujhe ghoorta raha
Aaine me khada shaqs khamosh bahut tha💭🥀
KALAM INK - RANJHNA feat. HARJAS HARJAAYI | WINTER MELODIES | prod by GREYY.BASS | KOLD WORLD
Galtiyan maff krdi sbki Maine , bejaati yaad rakhunga ....
Waqt ka usool hai badalna , sbr rakhna waqt aane pr sbka hisab krungaa ....🤧🖤
Na dikhti ho,
Na milti ho
Chah ke bhi pad nahi sakta
Itni door jo rehti ho
Karta hoon sawaal duniya bhar ke
Ek jawab na deti ho
Jaana, tum chaand toh nahi?💭👀
कभी मन करता है शाम को सवेरा लिख दु
कभी मन करता है समुद्र से भी कुछ गेहरा लिख दु
कही से मिल जाए बस कलम ख़ुदा की
क़सम से सब कुछ छोड़कर मैं तुझे मेरा लिख दूं।।💭🥀
Yeh raat hi aakhri hui toh kya karoge,
Hum hi naa rahe toh iss naraazgi ka kya karoge!!
गहरी थी रात लेकिन हम खोये नही,
दर्द बहुत था दिल में लेकिन हम रोये नही,
कोई नहीं हमारा जो पूछे हमसे,
जाग रहे हो किसी के लिए या किसी के लिए सोये नहीं!🖤🥀
Ye sher ek dost ke liye girni
Qayamat tak yaad karoge kisi ne dil lagaya tha,
Ek hone ki umeed bhi na thi fir bhi pagalo ki tarah chaha tha💭🥀
Takleef Ki Raat Kabhi To Guzregi Kabhi To Mere Sukoon Ki Subah Hogi!
Bas Agle Modd Par Sukoon Hoga, Chal Zindagi Thoda Aur Chalein!💭🥀
Aakhir hum jiske peeche bhag rhe hai , kya pta woh shayd manjil he na ho.....🥹🖤
Tu nahin toh koi aur sahi , koi aur nahin to koi aur sahi, bahut lambi hai jameen, milenge laakh hasee, is jamaane me sanam tu akelee toh nahi…।❤️🩹🔥
Pehli mohabbat nah mile toh malal na krna ....
Kisi ka aakhri ishq ban kar kamal kr Jana ....😌🖤
