en
Feedback
Fᴇᴇʟɪɴɢs Eᴠᴇʀ....🖤

Fᴇᴇʟɪɴɢs Eᴠᴇʀ....🖤

Open in Telegram

Welcome Tᴏ Mʏ Cʜᴀɴɴᴇʟ🥂 𝑆ℎ𝑎𝑟𝑒 𝑓𝑒𝑒𝑙𝑖𝑛𝑔𝑠🥀 𝑀𝑢𝑠𝑖𝑐𝑠🎶 𝐷𝑎𝑟𝑘 𝑡ℎ𝑜𝑢𝑔ℎ𝑡𝑠 𝑛𝑑 𝑞𝑢𝑜𝑡𝑒𝑠✨🖤

Show more
431
Subscribers
No data24 hours
-47 days
-1030 days
Posts Archive
Ab dilme dard nhi hota aur koi ehsas nhi hai , rishta sbse hai magar koi khass nhi hai .....✨ Kisise koi narajgi nah shikayat , nhh kisike jyda qareeb aane se bachte rehte hai ...... aur sach mai ab koi guumm nhi hai , agar hai bhi toh haste rehte hain....🥀🖤

Jindagi ko tanha virano mai rehne do , iss wafa ko yaha waha aur bahano mai rehne do .... Aur haqikat se aajmane se dil tut jatee hai aksar , ye ishq dosti mohabbat ki baato ko kitabon mai rehne do ....🥀🖤

Kunitari sanga tila ashi rusu nko bai Kisnala yaa tichyavina kuni suddha naahi , Gopikancha naad sodun kanha jhaalaai sidhaa-saadhaa..🎶 Radha-Radha-Radha...❤️

Ek Baat Andar he Andar khaati zarur hai mujhe, Mai kitni bhi koshish karlu magar paa nhi sakta tumhe Or yahi maza bhi hai or sazha bhi Iss Pyar mein kabhi haar nhi sakta mein , Par Jeet bhi nhi sakta kabhi..🥀

Tum Bhi Tarsoge Baat karne Ko, Bas Baat Jaane Do Chaar Kandho'n Tak ! 💔

सबकुछ खोके मुकद्दर को है आजमाना तेरे इश्क मे इस नादान को है डुब जाणा पर डर लागताहे कही निंद से ना जाग जाऊ क्योकी पता है मुणकीण नहि तुझको पाना...!!❤️‍🔥 - चैतन्य 🖋

Chalte rahenge kaafile , Mere Bagair bhi yaha... Ek Sitara tooth jaane se aasman suna nhi hota.🥀

Ek din tumhe ye ehsas hoga kitni parwah thi tumhari , bina kisi matlab ke mohabbat ki  tumse ....🙂 Har kadam badhaya aur hadd se par gya tumhari jidd Puri krne ke liye , khudko bhi kho diya tumhare liye ..... Magar jb tk tumhe ye ehsas hoga , mai bahut Durr ja chuka hunga , tum bs apna khayal rakhna mere liye ..🥀🖤

Ek din tumhe ye ehsas hoga kitni parwah thi tumhari , bina kisi matlab ke mohabbat ki tumse ....🙂 Har kadam badhaya aur hadd se par gya tumhari jidd Puri krne ke liye , khudko bhi kho diya tumhare liye ..... Magar jb tk tumhe ye ehsas hoga , mai bahut Durr ja chuka hunga .....tum bs apna khayal rakhna mere liye .....🥀🖤

Hmm agar mai kisiko chahu toh hadd kr deta hoon , sbkuch sahi karne ke chakkr mai mai SB galat kr deta hun ..... Ki naah Jane kyu log mujhe khudse ruksat krte hai , Maine kabhi kisika bura tk nhi chaha... Toh kyu ye mujhse itna nafrat krte hai .....🙂🖤

Moiii cutieee perfects in ....😁 Sone mai Khane Mai Phn use karne main Bolne main Rone mai Gussa karne main Bina baat hasne main Aur bs kalesh karne main ...😉💞

Itni sundar aakhein hai teri Zara ek baar tu bhi roo de , Zinda laash padi hai meri Chal tu meri kabar he khhod de. 🥀💔

Ek Last post uske liye toh kuch yun hai…. Suna hai tum gazab ki khubsurat ho!!🌷 Aaj ek haqiqat bayan karte hai Sun hai tum gazab ki khubsurat ho Tumhare husn pe do lafz bayan karte hai Is saudebazi ki duniya mein hum bhi ek sauda kar jate hai Suna hai tum gazab ki khubsurat ho ! Raat ke aasman mein mai yun takta chaand aur taare. Tum toh ho hi chaand hum bhi tumhara tara ban jaate hain. Suna hai tum gazab ki khubsurat ho ! Thodaa kareeb aao mai tumhe thoda sa nihar lu, Aisi adah kari na koi bana sake jo aisi khubasurti khuda ne thujh me daali hai Thoda pass aaona main tumhari nazrein utarna chahta hoon. Suna hai tum gazab ki khubsurat ho ! Ki tere husn ki kya tarif karun ke dil bhi hai khubsurat tere husn se kayi jayda Suna hai tum gazab ki khubsurat ho ! Teri seerat hai faas sheeshe si jaise heere ki chamak sa. Haazron hai tujhe paane ki zid pe aade Ki tu murat jaise sone ki Paana tujhe meri koi zid nahi Mere kuch khwab tere hain Suna hai tum gazab ki khubsurat ho ! Kuch bayan na ho paye lafzo se aapki khubasurti toh likha jaye kalam se sher ye aapke naam…!! #yshr📝

sticker.webp0.50 KB

Thodi si dheel doge toh koi n koi kaat he dega......🤧 It's not about kite ....✨🖤.

Happy Makar Sankranti 🙏🌞

Reminder: Stop worrying about birds only on uttarayan👍

तू उडावे पतंग होऊन मी धाग्यासवे तुला जपावे घ्यावी तू उंच भरारी पाखरा ना स्पर्श करावे शोधावे मी हळूच तुजला आकाशात तू लपावे नको ते वेगळे होणे आपुले नको ते रूसने आपूले चालता वाऱ्याच्या दिशेने उंच हरूऊन जाने आपूले झुळूक वाऱ्याची येताच हळुवार तू हसावे तू उडावे पतंग होऊन मी धाग्यासवे तुला जपावे.

Don't waste your gajar ka halwa on people who deserves Sooryavansham wali kheer.👍