cookie

We use cookies to improve your browsing experience. By clicking «Accept all», you agree to the use of cookies.

avatar

Tazkiyatun Nafs

Let's Flee to Allah together to learn authentic and basic Ilm in the light of Qur'an and sunnah. ✔️Tawheed comes first. Be a part of khair for the Ummah!

Show more
India198 649The language is not specifiedReligion & Spirituality88 671
Advertising posts
615
Subscribers
No data24 hours
+17 days
+6730 days

Data loading in progress...

Subscriber growth rate

Data loading in progress...

السلام عليكم ورحمة الله وبركاته A reminder to myself first and to anyone who reads this: Make the most of the day of 'Arafah and turn off any distractions like social media, chatting/insta etc. Our Rabb is the Most Merciful and the Most Loving. If there's one day to ask for forgiveness and your deepest wants/wishes its the day of 'Arafah. Isolate yourself and talk and pour your heart out to your Rabb. Day of 'Arafah is like no other day. Increase your efforts like its your last day of 'Arafah in your life. If you feel like you may have slacked these last couple of days, prove yourself in this day. Wallahi, wallahi this day is the day that should not go to waste. May Allaah make us successful.
Show all...
I'm sorry to share such a video with a musical instrument included in it. So if any of you have shared it anywhere so please send this same msg or else delete it.
Show all...
👍 1
00:20
Video unavailableShow in Telegram
Be grateful and thank Allah subhanawatala in every situation Say Alhamdulilah for uncountable & innumerable blessings we have Alhamdulilah LET'S SPEND A MINUTE AND SAY ALHAMDULILAH
Show all...
3.74 MB
2💯 1
REMINDER ❗️ •• India me in sha Allah kal maghrib se Dhul Hijjah ka mahina shuru ho sakta hai. EID PAR QURBANI KARNE WALE KE LIYE HUQM ❗️ Rasool Allah (ﷺ) ne farmaya: "Jis ke paas zibah (qurbani) karne ke liye koi janwar ho to jab Dhil Hijjah ka chand nazar aa jaaye, to wo hargiz apne baal aur nakhun naa kaate, jab tak ke qurbani na kar le (phir baal aur nakhun kaate)." 📚: Sahih Muslim 1977 (5121) NOTE: Ye huqm sirf us shaks ke liye hai jo qurbani karne wala ho. Uske baaki ghar walo ke liye nahi to baaki ghar wale baal aur nakhun kaat sakte hain!
Show all...
👍 4
Photo unavailableShow in Telegram
✨بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَـٰنِ الرَّحِيمِ   السَّلاَمُ عَلَيْكُمْ وَرَحْمَةُ اللهِ وَبَرَكَاتُهُ ✨ *سب سے بری عورت* _عمر بن خطاب رضی اللہ عنہ فرماتے ہیں کہ:_ *"سب سے بری عورت سلفع (یعنی مردوں کے اوپر جرات کرنے والی اور ان سے شرم نہ کرنے والی) ہے"* 📚 رواہ ابن ابی شیبہ:(32503) اللہ تعالی امت مسلمہ کی خواتین کو باپردہ باحیا اور باوقار بنائے اور اس طرح بری صفت سے بچائے آمین *Sab se buri aourat* _Omar bin khattab raziyallahu anhu farmate hain k:_ *"Sab se buri aourat salfa(yani mardou k ooper jurat karne wali aor unse sharm na karne wali) hai"* 📚rawaho ibn e abi shaiba:(32503) Allah taala ummat e islamia ki khawateen ko baparda ba haya aor ba waqar banaye aor is tarah ki buri sifaat se bachaye Aamin. من جانب: واٹسپ گروپ *اقوال السلف و العلماء و انسداد البدع والمنکر* Instagram: https://instagram.com/tazkiytunnafs?igshid=ZGUzMzM3NWJiOQ== Telegram: https://t.me/TazkiyatnNafs Whatsapp community: https://chat.whatsapp.com/FiGLkgvynIO8NHAAmfBDB2
Show all...
Show all...
True Muslimah | WhatsApp Channel

True Muslimah WhatsApp Channel. ‎Providing Muslim Community the regular Islamic reminders from ▪️the Book of Allah ▪️the sayings of Prophet Muhammadﷺ ▪️the golden quotes of Scholars Also the other authentic content: ▪️PDFs ▪️APPs ▪️Imp links ... ... ...‎ 0 followers

♦️Logon ki di hui taqleefon par sabr karna.. Ek musalman doosre musalman ka bhai hai, aur wo uske liye wahi cheez pasand karta hai, jo wo apne liye pasand kata hai, Isme koi shaq nahi ke hum mein se aisa koi nahi jo galtiyan nahi karta ya jisse kisi maamle mein chook nahi hoti ya phir jo kisi na kisi aitbar se logon ke sath galat nahi karta ya logon ko hmare zariye taaleef nahi pahunchti aisa to hum mein koi nahi.. Hum sab pasand karte hain ke agar hum kisi ke sath kuch galat kar baithen ya uska dil dukha baithen to wo hume maaf karde taake hamare khilaf uski koi shikayat Allah ke samne aakhirat mein pesh na ho, aur hume apni nekiyaan usey na deni pade,, 👉Allah ta'ala bhi apni kitab mein farmata hai : "gussa peeney wale aur logon se darguzar karne wale hain, Allah in nekokaron ko dost rakhta hai" 📜[Surah aal e imran - 134] 👉"Aur agar badla bhi len to utna hi jitna sadma tumhe pohchaya gaya ho aur agar sabr karlo to beshak saabiron ke liye yahi behtar hai" 📜 [Surah nahl - 16:126] 👉Aur jo shakhs sabr kar le aur maaf karde, yaqeenan ye badi himmat ke kaamon mein se (ek kam) hai 📜 [Surah shoora - 42:43] 👉"Aye imaan walo tumahri baaz biwiyaan aur baaz bache tumhare dushman hain, pas inse hoshiyar raho, aur agar tum maaf kardo aur darguzar kar jao aur bakhsh do to Allah bakhshne wala meherban hai" 📜 [Surah taghabun - 64:14] 👉Ye kuch aisa hi hai jaise ke ek hadees mein bhi zikr ayaa hai muslim (4689) Abu Huraira radiallahu anhu se riwayat hai ke Rasool Allah ﷺ ne farmaya "sadqa maal ko kabhi kam nahi karta, aur jo koi kisi ko maaf karta hai to Allah usey izzat mein badhata hi hai aur jo tawaazo ikhtiyar karta hai Allah uske darje buland karta hai"
Show all...
Photo unavailableShow in Telegram
#Duaa RIZK KE LIYE AUR QARZ SE NIKALNE KE LIYE DUAA 🍂 Ali (رضى الله عنه) se riwayat hai ke ek Mukatib* gulam ne un ke paas aa kar kaha ke: "Mai apni Kitabat (contract) ki raqm ada nahi kar paa raha hoon. Aap meri kuch madad kar dijiye." To unhone (رضى الله عنه) kaha: "Kya mai tum ko kuch ese kalme naa sikha dun jinhe Rasool Allah (ﷺ) ne hamein sikhayen the? Agar tumhare paas Sir pahad ke barabar bhi qarz ho to tumhari taraf se Allah usey ada farma denge. Unhone (ﷺ) kaha: 'Kaho: « اللَّهُمَّ اكْفِنِي بِحَلاَلِكَ عَنْ حَرَامِكَ وَأَغْنِنِي بِفَضْلِكَ عَمَّنْ سِوَاكَ » (Allahummakfini bihalalika 'an haramika, wa aghnini bi-fadlika 'amman siwaka) Aey Allah! Aap hamein haram ke bajaye halal de kar usey kaafi kar dein, aur Apne fazal (rizk, maal, daulat) se nawaz kar Apney siwa kisi aur se mangne se beniyaaz kar dein." 📚: Jami at-Tirmidhi 3563 | Hasan *Wo gulam jis ke aaqa se is halat par azaad karne ka moahida (kitab) ho ke wo usey ek makhsus raqm dega.
Show all...
👍 1
Daawate Walima صَنَعَ النَّبِيُّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ حــــيســـاً Humaid Ne Kaha Ki Maine Anas Raziyallahu Anhu Se Suna Ki Nabu Kareem ﷺ Ne Safiya Raziyallahu Anha Se Nikaah Kya To Dawate Walima Mein Khajoor Paneer Aur Ghee Rakha Aur Nabi Kareem ﷺ Ne Usse(Khajoor Ghee Paneer) Maleeda Banaya Tha. (📚Saheeh Bukhari 5402) NOTE Ghaur Se Padhye Ek Ek Lafz Ahem Hai ..Padhkar Chodna Nahi Hai Amal Karna Hai Aage Share Karna Hai. Dekhte Hain Kaun Hain Wo Nek Ashqaas Jo Amal Karte Hain Aur Kaun Apne Nabi Se Mohabbat Ka Izhaar Apne Amal Se Batate Hain? Walime Ki Dawat Kabhi Aisi Dekhi Hai Jaisi Hamare Nabi Ne Ki? Kya Kabhi Dulhe Ko Hi Apne Walime Ka Khana Banate Hue Dekha Hai? Dulha Kaun?? Hamare Pyare Nabi Mohammad ﷺ ....Kya Hi Shaam Hai Unki.. Kya Kabhi Itna Saada Walima Attend Kya Hai? Haan Ya Nahi?? Agar Nahi To Kyun Nahi? Kyun Ham Nabi Mohammad ﷺ Ki Seekh Par Amal Nahi Karte? Ham Kisko Dekh Kar Apne Shadi Walime Mein Dhoom Machate Hain? Ham Kiski Taqleed Karrahe Hain? Aur Kyun? Apne Aapka Jayeza Leejiye Shadi Walima Dhoom Dhaam Se Karne Mein Shaan Nahi Balki Hamare Nabi Mohammad ﷺ Ki Tarah Saadgi Apnane Mein Hai. Lehaza Tamaam Ummate Mohammadiya Se Request Hai Ki Wo Apne Nabi Ko Ideal Maante Hue Apne Baccho Ki Shadi Ko Aasaan Banayein Zina Ko Mushkil Banayein ,Zara Padhye Ooper Batayi Gayi Hadees Ko Aur Apne Nabi Ki Sunnat Par Amal Keejiye Agar Aapko Qism Qism Ke Pakwaan Khane Hi Hain To Apne Paiso Se Khaiyye Kyun Kisi Beti Ke Baap Ki Zindgi Bhar Ki Kamayi Ko Khane Baith Jaate Hain? Izzate Nafs Kahan Margayi Hai? Aise Hi Baaz Logo Ki Wajah Se Ladki Ka Baap Hona Bojh Bangaya Hai? Kyun Kabhi Soncha Hai? Ladke Wale Hone Ka Ro'ab Kyun Jamaate Ho Jab Apne Kamayi Se Kha Nahi Sakte Maang Kar Khana Kyun Pasand Karte Ho? ALLĀH ﷻ Ke Liye Apni Aakhirat Ko Barbad Mat Karo Chand Dino Ki Khushi Ke Liye ALLĀH ﷻ Ko Naraaz Mat Karo. Shadi Jaise Ba Barkat Amal Mein Jode Ghode, Naach Gaane, Videography Har Bura Amal karte Ho Aur Aakhir Mein Qur'an Sar Par De Kar Bhejte Ho, Abhi Bhi Waqt Hai Sudhar Jao,Shaadi Ko Aasan Karo. ALLĀH ﷻ ZIDNGI AASAAN KARDEGA.
Show all...
01:07
Video unavailableShow in Telegram
5th May 2024 Masjid E Tawheed Construction Appeal with Proof Alhamdulillah ground Floor roof completed with your donations😍 🫴Budget: Rs 35,00,000 (35 Lakhs INR) ⚠️(18 lakhs Collected So Far) Ibn Maajah (738) Messenger of Allah (blessings and peace of Allah be upon him) said: “Whoever builds a mosque for the sake of Allah, like a sparrow’s nest or even smaller, Allaah will build for him a house in Paradise.” Come Forward to join hands to Build the Masjid e Tawheed. 📌Donation Link: https://pmny.in/ZJZ4DohP07w6 Gpay/PhonePe/Paytm - +918630392791 🟢Masjid Website: https://1path2peace.in/masjid-e-tawheed-construction We only need 7000 people to Donate only a Small Hadiya of Rs 500 Donate as small as Rs 200, and Promote this group in your friends circle as Much as you can . WhatsApp Support: +918630392791 ©️ 1Path2Peace Foundation (Regd.)
Show all...
13.85 MB