en
Feedback
Technical Trader Sanjay Official

Technical Trader Sanjay Official

Open in Telegram

⚠️ Disclaimer: Main SEBI registered advisor nahi hoon. Is group mein share ki gayi sabhi posts, charts aur analysis sirf educational purposes ke liye hain. Market mein invest ya trade karne se pehle apne financial advisor se salaah zaroor lein.

Show more
1 987
Subscribers
No data24 hours
-47 days
-2530 days
Posts Archive
🌞 Good morning friends 🌞 🌹हर हर महादेव 🌹 🌹जय श्री राम 🌹

ek to is CAS se aisi taisi karwa rakhi hai chart ki aisi taisi kar di hai ye sare stocks bullish hai me hai aaj but dikha rah
ek to is CAS se aisi taisi karwa rakhi hai chart ki aisi taisi kar di hai ye sare stocks bullish hai me hai aaj but dikha rahe hai minus me kal ki cas closing ke karan..... ye sebi ke bas ka kuchh hai nahi pele ja rahi hai retailers ko

🌞 Good morning friends 🌞 🌹हर हर महादेव 🌹 🌹जय श्री राम 🌹

sabhi bahno ko agar trading me koi issue aa raha hai kuchh sikhna hai samajhna hai to mujhe massage kar sakte hai free...@san
sabhi bahno ko agar trading me koi issue aa raha hai kuchh sikhna hai samajhna hai to mujhe massage kar sakte hai free...@sanjaytech

apna raksha bandhan ka kharcha aa gaya hai chalo festival enjoy karte hai .. happy raksha bandhan dosto

24300 tak jana chahta hai

cas ke baad se to option chain khud confuse ho gayi hai, atm price nahi pakad pa rahe hai delta dekho to 0.47 ke baad direct
cas ke baad se to option chain khud confuse ho gayi hai, atm price nahi pakad pa rahe hai delta dekho to 0.47 ke baad direct 0.56 0.09 ka difference ... option ke premium aise react karenge ki samajh nahi aaya kyu badhe kyu gire

24128💚

oi green hai

🌞 Good morning friends 🌞 🌹हर हर महादेव 🌹 🌹जय श्री राम 🌹

market ko abhi or tutna hai

market or bullish hai next expiry ki ce bhi chalegi

itne saal ki trading me intraday me is tarah ki candles aaj pahli bar dekhi hai
itne saal ki trading me intraday me is tarah ki candles aaj pahli bar dekhi hai

2nd tgt pin point done
2nd tgt pin point done

downside break and tgt hit ... very easy

high break karna thoda muskil hai but karta hai to closing tak bhagega mast niche me kal ke low par support hai 2 line hamane
high break karna thoda muskil hai but karta hai to closing tak bhagega mast niche me kal ke low par support hai 2 line hamane jo mark ki hai unake bich me rahne ke chances jyada hai

kal expiry day hai 3 pm ke baad jo bhi ho position exit karne ki kosish kare

🌞 Good morning friends 🌞 🌹हर हर महादेव 🌹 🌹जय श्री राम 🌹