3 866
订阅者
-624 小时
-187 天
-8630 天
帖子存档
3 866
New Video Upload Kiya H Guy's check kro kaisi h editing ki video upload kru kya..👍
07 10月, 07:54
3 866
Install karo aur one time vpn connect kro bassnesh mode on kr dena fir home screen se remove kr dena fir Capcut open krna chalne lgega.. without vpn
29 9月, 03:55
3 866
Guy's Letest version aaya h Capcut ka apna purana delete krke isko install karo vpn connect krna h pahle uske baad open krke business mode on krna h and language English se other' country ki Krna h fir refresh ho jayega uske baad app ko screen se swipe krna h background se bhi and vpn ko bhi remove ko hta dena h and fir Capcut open krkr language ko fir se english Krna h fir work krne lgega 👍❤️
28 8月, 23:38
3 866
Guy's Maine New journey start ki hai Thodi help ki jarurat h abhi mere views nhi aa rhe h to aap logo se Request Hai Pls Video ko dekh liya kro maine topic change kiya h kyuki mujhe bhi malum h abhi editing se itna response nhi mil rha h abhi ke time par all creators PC Edit karte hai aur ham abhi bhi aapko mobile me hi sikhate h isliye maine topic change kiya h by tha Way abhi bhi kisi ko koi help ki jarurat hoti h to main help karta hu to kya aap log thodi meri help nahi kar sakte ho...??😔
26 8月, 03:01
3 866
Jis kisi ko ye wala id purchase karna ho to massage kar sakte h 👍
18 8月, 07:19
18 8月, ~11:49
3 866
Guy's video upload kar diya h thoda support kar dena.. and abhi voice problem aa rahi isko main fix karne ka try kar rha h but dheere dheere kar lunga ab tak aap log aise hi support kro...❤️👍
16 8月, 07:00
