📚 رَبِّ زِدنِي عِلماً 📚
Kanalga Telegram’da o‘tish
روزانہ قرآنی آیات، حدیث نبویﷺ اور اِسلامی معلُومات کا مُستَند اُردو چینل۔ For daily Quranic Ayat, Hadith e Nabawiﷺ & Islamic Information in Urdu Language. @itsfayez
Ko'proq ko'rsatish1 061
Obunachilar
-124 soatlar
-17 kun
+930 kun
Postlar arxiv
▪︎09-04-2023▪︎
Allah Ta’ala gaali galoch karne waale, be hayaai ki baat karne waale aur baazaar mein cheekh o pukaar karne waale ko pasand nahi farmaata hai.
[Al Adabul Mufrad: 310]
join us @knowledge
▪︎07-04-2023▪︎
Jab kisi ko (halaal rizq ka) koi zariya mil jaaye, to wo us ko (khushi se) ikhtiyaar kar le (bila wajah na chhode).
[Ibne Maaja : 2147]
join us @knowledge
▪︎06-04-2023▪︎
Jis shakhs ke (naik aamaal ke) palde wazani honge, to woh manpasand zindagi mein hoga.
[Sura-e-Qaari’ah: 6-7]
join us @knowledge
▪︎06-04-2023▪︎
Jis shakhs ke (naik aamaal ke) palde wazani honge, to woh manpasand zindagi mein hoga.
[Sura-e-Qaari’ah: 6-7]
join us @knowledge
▪︎05-04-2023▪︎
Jo shakhs Allah par aur aakhirat ke din par imaan rakhta ho, us ko chaahiye ke apne mehmaan ka ikraam kare.
[Tirmizi: 2500]
join us @knowledge
