📚 رَبِّ زِدنِي عِلماً 📚
Kanalga Telegram’da o‘tish
روزانہ قرآنی آیات، حدیث نبویﷺ اور اِسلامی معلُومات کا مُستَند اُردو چینل۔ For daily Quranic Ayat, Hadith e Nabawiﷺ & Islamic Information in Urdu Language. @itsfayez
Ko'proq ko'rsatish1 080
Obunachilar
Ma'lumot yo'q24 soatlar
-87 kunlar
-3130 kunlar
Postlar arxiv
▪︎12-04-2023▪︎
Tum log qarz lena kam kardo, aazaadi ke saath zindagi guzaaroge.
[Sho’bul Imaan: 5557]
join us @knowledge
▪︎11-04-2023▪︎
Agar tum maaf kardo aur darguzar kardo aur bakhsh do, to Allah buhut bakhshne waala, bada meherbaan hai.
[Sura-e-Tagaabun : 14]
join us @knowledge
السلام عليكم ورحمةالله وبركاته
سورة ص / سورت # 38
أعوذ بالله من الشيطان الرجيم...
▪︎10-04-2023▪︎
Woh shakhs kaamyaab ho gaya jisne apne aap ko (kufr wa shirk aur gunaahon se) paak kar liya aur apne parwardigaar ka naam liya aur namaaz padhi.
[Sura-E-A’ala : 14-15]
join us @knowledge
▪︎09-04-2023▪︎
Allah Ta’ala gaali galoch karne waale, be hayaai ki baat karne waale aur baazaar mein cheekh o pukaar karne waale ko pasand nahi farmaata hai.
[Al Adabul Mufrad: 310]
join us @knowledge
▪︎07-04-2023▪︎
Jab kisi ko (halaal rizq ka) koi zariya mil jaaye, to wo us ko (khushi se) ikhtiyaar kar le (bila wajah na chhode).
[Ibne Maaja : 2147]
join us @knowledge
