uz
Feedback

Firibgarlarga uchmang! Telemetrio bunday kanallarni topadi va belgilaydi 👉 Belgini ko‘rmoqchi bo‘lsangiz, obuna bo‘ling

The God ❤️

The God ❤️

Kanalga Telegram’da o‘tish

@mains27bot. Koi v problem ho idr baat kar lena

Ko'proq ko'rsatish
1 434
Obunachilar
+324 soatlar
+197 kun
+9830 kun
Postlar arxiv
International Relations.pdf6.31 KB

Governance and Social Justice .pdf4.45 KB

+1
Polity-2_merged.pdf6.93 KB

Sharing my comprehensive GS-2 notes for Mains

अगर आप लोगों के पास कोई prompt हो या कोई suggestions हो तो आप @mains27bot इस बात के माध्यम से भेज सकते है

aap sociology ke liye current affair article ka sociological perspective ka ek promt banana please> jisme sociology ke keywords ho> alag alag perspective ho functionalism marxist feminist subaltern

thanks

Bhaiya Current affair vaala prompt mast h > thoda idhar udhar edit karna padta h facts ke liye baaki best h

Vaise buddy
AI aapko IAS nahi banayega aur na hi khud se Civil Services crack kara dega. Lekin ek sahi prompt aapko un 90 percent aspirants se alag zarur kar sakta hai jo AI se bas random sawal puchte hain aur phir kehte hain ki AI bekaar jawab deta hai. Sach ye hai ki AI utna hi achha jawab deta hai jitna achha sawal usse pucha jata hai. Maan lijiye aap sirf itna likhte hain Sociology me Social Stratification samjhao To AI ek general answer de dega. Lekin agar aap likhen UPSC Mains GS One aur Sociology Optional ke perspective se Social Stratification samjhao. Definitions do. Thinkers ke views add karo. Indian examples do. Current Affairs link karo. PYQ analysis aur answer writing approach bhi batao. Ab jawab ki quality bilkul alag hogi. Farq AI me nahi tha. Farq sawal puchhne ke tareeke me tha. Right Prompt is not a shortcut. It is a skill. Aur aane wale samay me jo log AI ko sahi tarah use karna seekh jayenge unki preparation ki quality baaki logon se kaafi behtar hogi. Baaki padhna to aapko hi hai. Mehnat ka koi alternative nahi hai. AI sirf ek achha mentor ban sakta hai. Selection ab bhi aapki consistency discipline aur execution hi dilayenge.

Bade kamine log ho 🙄

Esy prompt
Soon 🔜 30+ like par 🙈

Ovozli xabar04:22

Haan

Ovozli xabar05:43

Prompt kaise copy krenge 🌝

Forward off kar du kya

Bhejta hu judge mt Krna 😭 meri voice ko bahut marunga 😒😏

Ye voice record Krna kitna mushkil kam h mere liye 😭🤧😭

Isa pr kuch bolna h 😢 Aise pyr life m phle bar dikhne ko mila rha h sala yaha ek ped pr chad jaye toh नीचे देखने पर hath per
Isa pr kuch bolna h 😢 Aise pyr life m phle bar dikhne ko mila rha h sala yaha ek ped pr chad jaye toh नीचे देखने पर hath per कंपन करते हैं aur yaha 🥺

Chat onn