cookie

Мы используем файлы cookie для улучшения сервиса. Нажав кнопку «Принять все», вы соглашаетесь с использованием cookies.

Рекламные посты
10 336
Подписчики
-224 часа
+107 дней
+11830 дней

Загрузка данных...

Прирост подписчиков

Загрузка данных...

Фото недоступноПоказать в Telegram
127💯 21❤‍🔥 10👍 5🔥 3👌 2
INDIA 🇮🇳
Показать все...
33🔥 5👍 1
“ Tough/ Analytical Questions kaise approach kare? “ Qki ab mains khatam ho chuka hain , aur isbaar ke mains ko dekh kar aisa raha hain ki aise questions future me bhi aane ke chances hain to hum ye try kr skte hain 1. Reading ke time hi thoda subject/topic ko soche Like 1. history padhte time soche ki partition ke lie kon responsible tha. Kya sirf Britishers the ya unke saath Muslim league bhi tha ya sabhi responsible the Congress , Hindu Mahasabha , Circumstances. Eg2. market economy social justice & inclusive development nahi kar sakta hain. Isko do tarah se likh sakte the/ho pehle likho *kar sakta hain* India ka example do ki India kar raha even bahut saari country kar rhi including USA , France Iske facts do 2nd portion me bolo *nahi kr sakta again facts ki India me too 1% log 23/25% wealth hold krte hain . Mumbai itna develope ho chuka h lekin ek portion Bastar aur abujhmad ka aisa bhi h jo bahut pichda hain Kerala Maharashtra aage h UP Bihar peeche hain ye market economy ki wajah se h. At last conclusion market economy k favour me de do Qki market economy hi solution hain with some govt regulations and monitoring. 2. Test dete time try Kare ki (paper me bhi ye karna tha) pehle un questions ko bahut jaldi solve kr le jo aapko aate hain aur fir quickly 20-30 second me question ke dimension’s / parts me divide kare aur fir likh de.
Показать все...
👍 45 3
I hope sabka paper accha hua hoga. Sabhi 7 paper ko lekar mera observation ye tha Paper1 : kaafi easy tha(last 4 saal me sbse easy paper) Paper2 : dono section me atleast 2-3 essay Ratte(रटे) hue the to ye bhi easy hi consider kr sakte hain. Paper 3 : like always paper 3 accha set kiye the aur acche questions aaye the. Ye paper continuation me tha jaisa pehle aata raha h. Average tha. Paper 4 : tough. Science me out of syllabus questions the aur kuch tough questions the jo hum in general nahi padhte hain. Maths bhi thoda tough tha(as compare to previous years) Applied science kaafi accha aur moderate tha. Acche / applied questions bhi puche gaye the. Paper 5 : analytical questions aaye the , fast sochkar time pe pura paper khatm krna thoda tough tha but doable paper tha. Paper 6 : philosophy thode tricky questions the. Core philosophy ke the. Baaki ye part nirmal consider kr sakte hain. Sociology traditional nahi tha but doable tha soch kar likh acche se attempt kiya jaa sakta tha. Social aspect portion traditional book se alag actual social aspect / awareness of Chhattisgarh culture tha. Thoda tradition knowledge apply krke doable tha. Overall accha paper tha , thoda tough as compare to previous years. Paper 7: jaisa hamesha se hota aaya hain paper ke kaafi questions aise aaye the jo pehle se padhe hue nahi hote. CrPC ke question unnecessary the.(toughest) Pichle 4saal ke compare me paper jyada padha hua lag rha tha doable tha. Applied question the. Overall last sabhi papers se accha tha ye. Aap apne experience mujhe https://t.me/h_alf_engineer par share kar sakte ho. Accordingly aage abhi se interview ke kuch portion pe kaam krna start kar sakte hain. Aur jinhe lagta h ki unka is baar accha nahi ho paaya hain unko aage fir se kaise mains aur prelims + other exams kaise krna h schedule kar skte hain. All the best @h_alf_engineer
Показать все...
Sumit Gupta

ज़रूरी नहीं हर पत्थर से फल टूटे , कुछ पत्थर कोशिश के होते हैं।💥

👍 41 7🤯 6❤‍🔥 1👌 1
मुख्य परीक्षा के लिए सभी को शुभकामनाएँ । All The Best. Sab apna checklist dekh le kya kya lekar jaana h( Admit card , pen , ID , transparent Bottle etc) Cool/calm rehkar paper banaye. Language me basic mistakes na kare. Paper 2 me quotation aur graphs ko marks mil rhe h to try kre wo bhi kal daal sake to.
Показать все...
87👍 27🔥 1
Фото недоступноПоказать в Telegram
🔥 23👍 12
I hope everything must be going well for you. If not, you can find me here @SiddharthCGPSC
Показать все...
43🥰 1
I hope sab accha chal rha hoga.
Показать все...
https://youtu.be/dqgOkpIAMmI?si=GVm7CqndA42WieeH थोड़ा समय निकाल कर ये वीडियो देख सकते हैं हमारे ही संघर्षों पर निर्मित हैं यह ।
Показать все...
जज़्बा और जद्दोजहद | A report on Allahabadi aspirants with Nilotpal Mrinal

एक भेंट इलाहाबादी छात्रों के संघर्ष से... उनसे उनके कमरे पर जा के उनके दुःख – सुख की बातें, उनके भीतर की आग और उसी ताप से तप रहे, पक रहे देश के भविष्य से मिलिए । समझिए सरकारी नौकरी की तैयारी के पीछे के मनोविज्ञान को और उसके लिए लगे इन नौनिहालों के संघर्ष को।इस वीडियो को देखते हुए बिना पूछे और इधर से बिना कुछ कहे आपको शायद आपके कई सवालों के जवाब बड़ी साफगोई से मिल जाएंगे... जय हो।

👍 4
Edit, Sign and Share PDF files on the go. Download Acrobat Reader for mobile: https://adobeacrobat.app.link/Mhhs4GmNsxb
Показать все...
शिक्षा_संबंधित_योजनाएं_हिन्दी.pdf9.18 KB
26👍 11🔥 2🥰 2👌 2
Выберите другой тариф

Ваш текущий тарифный план позволяет посмотреть аналитику только 5 каналов. Чтобы получить больше, выберите другой план.