ru
Feedback

Не попадитесь на канал ботавода! Telemetrio находит и помечает такие каналы 👉 Хотите видеть метку — оформите подписку

💕ISLAMIC THINKING💕

💕ISLAMIC THINKING💕

Открыть в Telegram

Purpose of this channel is to benefits for the whole Muslim ummah/Muslims(Youths) with authentic Islamic knowledge & help them to make their Dunya & Aakhirah better, INSHALLAH. 💕

Больше
1 257
Подписчики
+224 часа
Нет данных7 дней
-730 дней
Архив постов
Q13) Kya shirk karne wale ki muafi nhi hai? ➡️Ji haan! shirk sabse bada gunah hai, jaisa ke ALLAH taala ka irshaad hai, "Beshak shirk bada bhaari zulm hai"(luqman:13) Shirk karne wala agar shirk karte hue mar jaaye to us ki muafi nhi, ALLAH taala ne farmaya: "Beshak ALLAH is baat ko mauf nhi karega ke us ke saath shirk kiya jaaye"(Al-nisa:116)

Q12) ALLAH ki kitaabon par Imaan laane ka matlab kya hai? ➡️Kitaabon par imaan laane ka matlab yeh hai ke dil se yeh jaana aur maana jaaye ke ALLAH taala ne apne rasoolon ke saath insanon ki hidaayat wa rahbari ke liye kitaaben bhi nazil farmayen,yeh kitaaben sachchi thi, aur insanon ko kamyabi un ki talemaat par chal kar hi mil sakti hai.

Juma ke din zyada se zyada durud padhna chaiye. Sunan Abu Dawud, hadees-1047 | Sahih
Juma ke din zyada se zyada durud padhna chaiye. Sunan Abu Dawud, hadees-1047 | Sahih

Q11) Farishton par imaan laane ka kya faida hai? ➡️Farishton par imaan laane ka yeh faida hai ke isse hame ALLAH taala ki qudrat wa taaqat ka andaza hota hai ke us ne farishton jaisi azeem makhlooq paida ki hai,sath hi hamare andar ALLAH ke shukr ka jazba bhi paida hota hai ke us ne hamari hifazat wa khidmat ke liye aisi azeem makhlooq ko laga Rakha hai,neez farishton ki ibaadat ka haal jaan kar hamare andar bhi ALLAH ki itaat wa ita'at ka jazba paida hota hai.

Q10) Munkar nakeer aur maalik kaun hai? ➡️Munkar nakeer woh farishte hai jo marne waalon se qabr mein rab,nabi aur deen ke baare mein suwalaat karte hai jab ke maalik jahannam ke daaroghe ka naam hai.

Q9) Kiraman katebeen kin farishton ko kehte hai? ➡️Kiraman katebeen woh farishte hai jo logon ke achche aur bure kamon ko likhte hai.

Q8) ALLAH Ta'ala par Imaan ka kya matlab Hai? ➡️ALLAH Ta'ala par Imaan ka matlab yea maanna aur yaqeen karna hai ke yea duniya yun hi wajood mein nhi aayi balke isko koi banane wala hai aur woh ALLAH Ta'ala hai jo akele kaayenaat ka khaaliq,maalik aur palanhar hai aur tanha ibaadat ke laiq hai.

*AZAAN* Hote hi " TV " ka *Volume* kam Kiya Jata Hai Magar *Nazar* " TV" par rahti hai. AUR *MANN* Karta hai, *AZAAN* Jaldi Puri ho. KYA Ye *AZAAN* Ka *Ehteraam* hai, Aap khud apne Dil se sawal karein..? *AZAAN* Ka Jawab diya karo taa ke *MAUT* Ke waqt *KALMA-E-TAYYABA* Naseeb ho. *REQUEST* ~~ Ye *msg* har ghar tak pahochane ki koshish karein. ******************* Yeh message nahi 1 *Haqeeqat* Hai. Please *Namaz* qayam karen, Dusron ko bhi hidaayat dein... *ALLAH* is message bhejne wale par aur uss k walidain par apni *rehmat* farmaye, Aur jo isey usi waqt forward kare *ALLAH* us k dil ki neik haajatein poori karey... *Aameen*. 📌 *Namaz* ki Fikr karo Balance ki Tarah, 📌 *Azaan* sun kar Utho Ring tone ki Tarah, 📌 *Quran* dhyan se padho SMS ki Tarah, 📌 Zindagi Hamesha Nahi Rahegi NETWORK ki Tarah. " *Namaaz* " ko Chhodna... ye "ALLAH" Ko Naraaz Karna Hai. 🍇"FAJR" 6 Mint 🍇"ZUHAR" 15 Mint 🍇"ASAR" 8 Mint 🍇"MAGHRIB" 10 Mint 🍇"ISHAA" 18 Mint 🍒Total 57 Mint hain🍒

photo content

Ibn al-Qayyim says: "A sin begins with an idea, which becomes a whisper (from shaytaan), which becomes a will and then a determination. This becomes an action and then it's difficult to leave it." [ad-Da' | P.82]

Q7) Islam ke bunyadi arkaan kitne hai? Islam k bunyadi arkaan 5 hai. 1. Is baat ki gawahi dena ke ALLAH ke siwa koi ibaadat ke laiq nhi aur Mohammad (ﷺ) ALLAH ke rasool hai. 2. Namaz qaim Karna. 3. Zakaat adaa karna. 4. Maah e ramadaan Ke Roze Rakhna Aur, 5. agar isteta'at ho to khaane e kaaba ka hajj karna.

Q6) Jo Shakhs is deen ko na maane use kya kaha jata hai? ➡️Jo Shakhs is deen ko na mane woh "kafir" hai aur jo Shakhs zubaan se to maane lekin dil se tasdeeq na kare use "munafiq" kaha jata hai.

photo content

Our journey can be painful, but it’s our experience that can mould us into compassionate, kinder & wiser humans. When we go through loss, failure, pain & suffering, there’s always an opportunity to realign ourselves get closer to the Almighty. Don’t waste it!

I have sunk many times, there is no such thing as a failure anymore. You can't be perfect anyway. Recognize your imperfection
I have sunk many times, there is no such thing as a failure anymore. You can't be perfect anyway. Recognize your imperfection and repent, a sincere return that is required of you.

" بے پردہ اور پردے دار لڑکی " بے پردہ لڑکی، کی مثال گلاب کے پھول کی طرح ہے اور پردے دار لڑکی،کی مثال ایک بند کلی کی طرح ہے ہر
" بے پردہ اور پردے دار لڑکی " بے پردہ لڑکی، کی مثال گلاب کے پھول کی طرح ہے اور پردے دار لڑکی،کی مثال ایک بند کلی کی طرح ہے ہر اِنسان کی فطرت ہے کہ وہ پھول کی کلی کو نہیں توڑتا بلکہ! پھول کو توڑتا ہے پھر سونگھتا ہے اور تھوڑی دیر کے بعد جب دل بھر جاتا ہے تو مسل کے، یا توڑ کر، پھینک دیتا ہے۔ اب یہ لڑکی پر منحصر ہے کہ وہ کلی بن کر محفوظ رہنا چاھتی ہے! یا پھول بن کر ٹوٹنا چاہتی ہے!!!!!!!! ہر عورت اور مرد کو چاہیئے کہ اپنی نظروں میں حیا پیدا کرے 🌸💖 👑❤️❤️

The hearts are like the doors that requires keys , and the best of heart's keys is GOOD CHRACTER. (حسن الخلق)
The hearts are like the doors that requires keys , and the best of heart's keys is GOOD CHRACTER. (حسن الخلق)