📚 رَبِّ زِدنِي عِلماً 📚
Открыть в Telegram
روزانہ قرآنی آیات، حدیث نبویﷺ اور اِسلامی معلُومات کا مُستَند اُردو چینل۔ For daily Quranic Ayat, Hadith e Nabawiﷺ & Islamic Information in Urdu Language. @itsfayez
Больше1 055
Подписчики
Нет данных24 часа
+77 дней
-330 дней
Архив постов
▪︎16-06-2023▪︎
Jo shakhs logon ki zaroorat ke waqt mehngaai ke intizaar mein ziyaada nafa kamaane ki gharz se cheezein jama kar ke rakhe, to wo gunehgaar hai.
[Muslim : 4206]
join us @knowledge
▪︎15-06-2023▪︎
Us (Allah) se darte raho aur namaaz qaaim karo aur un logon ke saath shaamil na ho, jo Allah ke saath doosron ko shareek thehraate hain.
[Sura-e-Room : 31]
join us @knowledge
▪︎14-06-2023▪︎
Sharaab peene waala sharaab peete waqt moamin nahi rehta.
[Bukhari : 5578]
join us @knowledge
▪︎13-06-2023▪︎
Jo log ye chaahte hain ke musalmaanon mein behayaai phaile, un ke liye duniya o aakhirat mein dardnaak azaab hai.
[Sura-E-Noor : 19]
join us @knowledge
