9 369
Подписчики
+4224 часа
+3687 дней
+52330 дней
Архив постов
9 369
"Ek kami hai mujhme,
Jise tum pura kar diya karo,
Baatein Kar lunga, Bas tum shuruwat kar diya karo,
Kabhi "Hello" likhun toh
"Hello kya hua" reply mat karna,
"Pata hai aaj kya hua" Bol kar,
kuchh baate bata diya karna...!
9 369
"Pal" "Pal" intezaar kiya Us "Pal" ke liye,
Wo "Pal" bhi aaya to Ek "Pal" ke liye,
Ab har "Pal" dua hai Us "Pal" ke liye,
Kaash aa jaye wo "Pal" Ek "Pal" ke liye
