Study Circlee
رفتن به کانال در Telegram
UPSSSC & other State Exams ke liye 📚 Free Notes | Free Study Material 📝 Simple & Exam-oriented content 🎯 100% Free for all students
نمایش بیشتر7 893
مشترکین
+2124 ساعت
+1307 روز
+89130 روز
آرشیو پست ها
7 895
Yaha se sabhi log jo Book chahiye use download kar lijiye
Aur sabhi groups me ye link share kar dijiye jisse jin logo ko jis book ki need hogi unhe mil jayegi
7 895
UPSSSC Computer PYQ Book Ready ho gayi hai detailed solution ke sath jisme Lekhpal Exam tak ke sab papers hai
Kal Upload ho jayegi
Par tab tak itna to kar sakte ho sab log ki channel share kar do kuch members bad jaye
7 895
लेखपाल
JE
JA3284
Steno 1224
Steno 333
Forest guard
मानचित्रक
Food
Enforcement Constable
Ek Good News hai ye sabhi papers ka computer ka PYQ book ready ho gaya hai
Ek bar aap sabhi log check kar lijiye agar apko koi paper kam lag raha ho to kal tak aap log paper aur uska official answer key bhej dijiye usko add kar duga barna parso itne papers ki book upload kar duga phir baad me add nahi hoga
7 895
Sabhi log tayar rahiye 2 baje Computer ki class ayegi
Jisme hum log Ms Office ke basic ko samjhe
Kab aya kya history hai iski aur MS office me jitne bhi software aate hai sabka kya kaam hota hai
Phir kal se inhi software ke bare me details me padege
7 895
सभी लोग तैयार हो तो कंप्यूटर भी शुरू कर दिया जाए
पर उससे पहले आप सभी लोग अपने पास बुक या उसका प्रिंट आउट निकलवा ले
जिससे मैं सिर्फ प्रैक्टिकली सब समझाते हुये चलूँगा और आप लोग theory में जो add करना होगा उसे करते जाना
7 895
Jinko Excel ke bare me bilkul knowledge nahi hai tab tak aap log ise dekh sakte hai har chiz practically batayi gayi hai
Apka topic kaafi tayar ho jayega
Baki 1-2 dino me class start ho jayegi to usse poora cover ho jayega
7 895
Jin logo ko AI padna hai vo yaha se pad sakte hai
Poori trha se complete marathon hai
Isse bahar nahi jayega kuch
