fa
Feedback
Fᴇᴇʟɪɴɢs Eᴠᴇʀ....🖤

Fᴇᴇʟɪɴɢs Eᴠᴇʀ....🖤

رفتن به کانال در Telegram

Welcome Tᴏ Mʏ Cʜᴀɴɴᴇʟ🥂 𝑆ℎ𝑎𝑟𝑒 𝑓𝑒𝑒𝑙𝑖𝑛𝑔𝑠🥀 𝑀𝑢𝑠𝑖𝑐𝑠🎶 𝐷𝑎𝑟𝑘 𝑡ℎ𝑜𝑢𝑔ℎ𝑡𝑠 𝑛𝑑 𝑞𝑢𝑜𝑡𝑒𝑠✨🖤

نمایش بیشتر
431
مشترکین
اطلاعاتی وجود ندارد24 ساعت
-47 روز
-1030 روز
آرشیو پست ها
Kaisa naseeb hai mera milke bhi mujhe na mila🥲

Sanyas le lena hi sahi rahega 👍

Tujhe dekhke jo mausam mera sard hua tha, Tere chale jaane ke baad mujhe kitna dard hua tha, Wo shaam mai bhula nahi paaya Woh aankhe nam hai jinhe rula nahi paya, Aaj bhi tera naam mujhe waise hi saza deta hai , Aaj bhi tera chehra mujhe gheri Neend me jagah deta hai..💭🥀 (VANSH)

Hun bhul jaye unhe aisi Dil ki hasrat kaha Woh yaad kare hame itni Unhe fursat kaha Jinke chaaron taraf apno Ka saath ho Unhe hamari mohabbat ki Zarurat kaha…!💭🥀

Usse paane ki khatir Mein har ek dard sehan karlun, Uski mile bas parchaiyan Mein unhe bhi khudme kaid karlun, Usko bitha ke tahjeeb se , Upar bistar pe Phir usse dekhne ka maja main Khud zameen pe niche baith kar lu💭🥀🌚

रहने दो अपनी झुल्फो को चेहरे पर यू ही, ये चाँद बादलों में ज़्यादा अच्छा लगता है।।

करने को अब हर चीज़ करदु, भरने को हर ख़ुशी अपने सर भरदु मसला सारा परिवार को खुश करने का है, हम बाद में देखेंगे पहेले ये करदु ।।💭🥀

Wo thak jayega pr batayega nhi , kamzori apni uhh dikhayega nhi .... Sapne sach karne hai usse khoob magar , ghaav pe Rukh marham lagayega nhi .... Aur rukne ka waqt kaha hai , woh pehle he thoda piche hai ... Bhola , sidha hai na dil ka , ye duniya usse thodasa niche dekhe hai ..... Wo kuch kr sakta hai toh sirf koshish , or woh bs vahi krta ja rha hain ..... Ummid hai sb sach hojayega ek din isiliye bas vo kadam badha rha hai ....🥀🖤.

Mil jaye sab kuch zindagi mein toh fariyad kiski karoge , Mulakate hone lagi jo rooz to yaad kise karoge.💭🥀 #Bablu

Yahan jod RHA hu kbse khudko , vaha sapne tutein ja rhe hai.... Mulaqatein ho nhi rhi , sare dost ruthe ja rhe hai .....🥲🖤

Bahut sari duvayein chahiye milegi kya ? Jeene ki wajahein chahiye milegi kya ? .....😕

Ek Din Aap Yun Hum Se Chin Jaenge| Dark And Slowed | Ahmed Nadeem

Mehfil me har koi khudko shayar bata rahe hai, Unki nayi nayi mohabbat jata Rahe hai, Baitho kabhi saath me sunaye dasta, To bayaan karu kaise wo shakhs aaj bhi dil me aur yaadon me sata raha hai.💭🥀

Tum Mile Full Video - Title Track|Emraan Hashmi,Soha Ali|Pritam|Neeraj Shridhar|Kumaar

आंखे है उनकी या है शराब का मेहखना, देख कर जिनको हो गया हूँ मै दीवाना, होठ है उनके या है कोई रसीला जाम, जिनके एहसास की तम्मना मे बीती है मेरी हर शाम.💭🥀

Lord Huron - The Night We Met (Official Lyric Video)

"____𝖠𝗀𝖺𝗋 𝗍𝗎𝗆 𝗆𝖾𝗋𝖾 𝗅𝗂𝗒𝖾 𝗅𝗈𝗒𝖺𝗅 𝗁𝗈---// 🐣 T𝗈𝗁𝗁 𝗒𝖺𝗄𝗂𝗇 𝗆𝖺𝗇𝗈 “𝖽𝗁𝗈𝗄𝖺” ........h𝗎𝗆 𝖻𝗁𝗂 𝗇𝗁𝗂 𝖽𝖾𝗇𝗀𝖾...... !!🥺🤍✨🌹!!