fa
Feedback

فریب کلاهبرداران را نخورید! تل‌متریو این کانال‌ها را شناسایی و برچسب‌گذاری می‌کند 👉 برای مشاهده برچسب، اشتراک تهیه کنید

Trade With Dr Devendra

Trade With Dr Devendra

رفتن به کانال در Telegram

📈 تحلیل کانال تلگرام Trade With Dr Devendra

کانال Trade With Dr Devendra (@trade_with_dr_devendra_devander) در بخش زبانی انگلیسی بازیگری فعال است. در حال حاضر جامعه شامل 38 877 مشترک است و جایگاه 6 051 را در دسته اقتصاد و امور مالی و رتبه 21 740 را در منطقه الهند دارد.

📊 شاخص‌های مخاطب و پویایی

از زمان ایجاد در невідомо، پروژه رشد سریعی داشته و 38 877 مشترک جذب کرده است.

بر اساس آخرین داده‌ها در تاریخ 08 سپتامبر, 2024، کانال فعالیت پایداری دارد. در ۳۰ روز گذشته تغییر اعضا برابر 1 278 و در ۲۴ ساعت گذشته برابر 0 بوده و همچنان دسترسی گسترده‌ای حفظ شده است.

  • وضعیت تأیید: تأیید نشده
  • نرخ تعامل (ER): میانگین تعامل مخاطب 0.20% است و در ۲۴ ساعت نخست پس از انتشار، محتوا معمولاً N/A% واکنش نسبت به کل مشترکان کسب می‌کند.
  • دسترسی پست‌ها: هر پست به طور میانگین 79 بازدید دریافت می‌کند. در اولین روز معمولاً 0 بازدید جمع‌آوری می‌شود.
  • واکنش‌ها و تعامل: مخاطبان به‌طور فعال حمایت می‌کنند؛ میانگین واکنش به هر پست 1 است.

📝 توضیح و سیاست محتوایی

توضیحی برای کانال ارائه نشده است.

به لطف به‌روزرسانی‌های پرتکرار (آخرین داده در تاریخ 18 مارس, 2026)، کانال همواره به‌روز و دارای دسترسی بالاست. تحلیل‌ها نشان می‌دهد مخاطبان به‌طور فعال با محتوا تعامل دارند و آن را به نقطه اثرگذاری مهم در دسته اقتصاد و امور مالی تبدیل کرده‌اند.

38 877
مشترکین
اطلاعاتی وجود ندارد24 ساعت
اطلاعاتی وجود ندارد7 روز
+1 27830 روز
آرشیو پست ها
Important announcement...👇 31st December 2021.... Is industry me mere tipping career ka akhiri din hoga.... Ye Commitment mai pehle se hi kar chuka hu... Beech me iraada thoda change bhi hua tha Lekin ab fir se usi statement pe rehne ka mann hai..... Bohat koshisho ke baad bhi Pta nahi kyu ab mann gawaahi nahi de raha yrr is field me rehne ko..... Meri niyat saaf hai bilkul selfless ho kar logo ke liye jo karta hu dil se karta hu.... Fir bhi jab log is imaandari ko is niyat ko mere efforts ko nahi samjhte to dil dukhta hai..... Tipping to mai kab ki chhod chuka hu filhaal to bus mohabbat me thehra hua tha yaha un logo ki jinke liye baazigar ki ye awaaz ek nasha hai jinhe taqat aur sukun milta hai is awaaz se.... Ye channel Ye industry yaha ke log meri bigdi hui adat ki tarah ban chuke hai.. Moti ki tarah piro kar rakha aaj tak sambhal ke rakha market ke logo ko... Sahi galat pe khul ke samne aya punter ke liye fir samne koi bhi ho..... Logo se dushmani li sirf punter ke haq ke liye... Lekin is industry me insaan ko match fail aur pass ki taraju se tola jaata hai.... Uski niyat se unaki imaandari se nahi.... Koi kitna hi bada jhhuta ho bus uske kuchh tukke paas to sab sach sab thik.. Koi kitna bhi sachha ho kitna bhi nek dil ho kitna bhi saaf dil ka ho match fail to fir usse bura koi ni... Ek baar bhi yaha ke log ye samjhne ko Tayyar nahi rehte ki samne wala bhi insaan hai bhagwaan nahi aur 100% jaat sirf us khuda ke alawa kisi ki nahi hai aur ye to game hi haar jeet ka hai... Anyway 31 december tak sath hu ap logo ke.... Koshish karunga ke ye 2 mahine kuch aisa kar ke jau market ke liye ki yaad rakhe.... Ussse pehle ek do din me hi ek chehra launch karne ja raha hu apke samane.... Janta hu use dil se baazigar ke roop me accept kar pana mushkil hai ap logo ke liye... Fir bhi mere kehne se koshish karna use apna baazigar accept karne ki... Thoda time lagega per adjust ho jaoge.... Next 2 month mai rahunga us bande ke sath is channel me active.. Time time pe uske sath sath meri bhi audio video aati rahegi channel me.... Lekin jis din mujhe lga ki wo is baazigar parivaar ki kamaan sambhal sakta hai to fir meri side se audio video msg sab ana band ho jayega fir wo 31st december se pehle hi kyu na ho.... Bus itna wada karta hu jo dard jo lagan mere ander thi na ap logo ke liye same us bande me dekhoge ap.... Meri awaaz ko mere junun ko meri har cheez ko usme mehsus karoge.... Aur agar wo apko baazigar wala feel nahi de paya to mai bhi fir shayad na jau ap logo ko chhod ke.... Meri puri koshish hogi ki use apka baazigar bana pau in 2 month me... Use wo dard wo Junun de paau jo mujhme hai.... Ek Baat ka khaas khayal rakhna.. Bhale hi is channel ko Baazigar naam ko ek chehra de raha hu... Lekin pichhe se humesha Nazar rakhega apka Baazigar.... Big Boss ki tarah telegram ki har activity pe nazar rahegi.... Aur mere naam ke sath meri awaaz ke sath Book promotion se le kar paid tak aur har tarah ki guarantee same hogi meri har guarantee pe aur aane wale chehre pe awaaz pe aap bina kisi tention ke puri umr bharosa kar sakte hai.... Mai us awaaz us chehre ki puri guarantee lunga aur future me jb bhi meri jarurar hogi haazir milunga yaha channel me.... Mere telegram username humesha mere paas login rahega taaki aap log humesha apni baat mujh tak rakh sake aur mujhse connect rahe.... Baaki Facebook aur telegram pe sab jagah apko apka naya baazigar milega.... Aur bharosa dilata hu ki next 2 month me usme Baazigar chhod jaunga wo dard chhod jaunga jo apko baazigar me dikhta hai... Msg Bada ho gya lekin padhna jarur ek ek banda.... Baazigar

Wait for my entry.... Channel pin to top rakhna...👍

Jiski jitni jarurat ho next match khel ke puri kar lena..... Commitment nahi kar paunga lekin match utna hi sure hai jitna din wala tha...👍

Important audio👆

5.56 KB

photo content

photo content

photo content

photo content

photo content

Only loss Hata lena jaha dil kare..👍

5.40 KB

ICC T-20 WORLD CUP 2019... 18th Match... Africa vs Kaale Saale... Match Winner-- South Africa... Khane ka jo Rate mile pet bhar bhar ke khao... Africa jeet ki guarantee Baazigar deta hai.. Jitna Bada Dil kare khelo... 18th Match... Pakistan vs New Zealand... Match Winner-- Pakistan... Over Sure Match... Over Limit khel jana... 18th Match ki jeet+ 2 Limit apni lga ke jita lena Pakistan ko... Jeet ki guarantee Baazigar deta hai.... Baazigar

30 October Saturday..... Fir se Mahadev Book se bonus niklega.... 10% se kam bhi nikal sakta hai 10% se jiyada bhi.... Lekin milega sirf unhi logo ko jinhone india vs Pakistan me 10% bonus Liya tha aur tab tak continue apne un Numbers pe khelte rahenge jis Number se bonus Liya tha.... Aur is baar finally koi new number nahi ayega channel me.... Isliye jin Numbers pe last time bonus Liya tha apne wo Numbers save karke rakhna... Kitne bhi msg karoge ki bonus wale number do nahi milenge bonus wale din... Aur fir bol raha hu bonus sirf unhi Numbers per hoga jinpe last time mila tha apko aur regular costumers ke liye hi hoga... Baazigar

1.12 MB

Sun lena ek ek banda...👆

1.71 MB

Mood off hai... Kisi bhi bc ka aaltu faltu msg aya to ghar me ghus ke gand pe goli marunga... Aj mat chhedna koi Sach bol ra hu... Telegram I'd se puri janam kundli nikal Lunga..