2 361
مشترکین
-124 ساعت
-37 روز
-1930 روز
آرشیو پست ها
2 360
**✨Jum’ah ke Din.. Du’a, istaghfaar aur nek a’maal Ka khaas ehtimaam karna chahiye..**
**✨Asr ke baad se Maghrib tak ka waqt Afzal aur bohat baabarkat hai..**
2 360
*📍Urgent Appeal*
Humne khud verified kiya hai Mohd Rehan joh 17 sal ka hai inke walid ka kaam mechanic ka yeh sambhal raha tha aur iska accident hgya hai iske saath wale ka inteql hgya hai lekin is bacche ki serious condition hai inke walid ka b accident hua hai kuch din phle woh itni raqam nahi laskte lekin woh b thoda bahut karenge..! *Aur bacche ka operation karana bahut zaroori hai ilaaj ke liye 60 thousands ka kharch hai* Aap sab se guzarish ki jaati hai is bacche ke ilaaj me dil khol kar tawun kare Allah taala aplogo ki tekleefo ko b dur farmayega - Allāh ta'ala dunya wa aakhirat me hamari bhi madad karega- Aapki chhoti si madad bhi kisi ki zindagi ka bada sahara ban sakti hai۔
*UPI 7842894376@axl*
*Phone pay / google pay no : +91 78428 94376*
Mazeed details ke liye : 9705201978 par rabta kare
2 360
*🕋 ZŪL HIJJAH SERIES*
*✨Eid’ul Adha Mubarak*
*✨Takbeeraat*
اَللّٰهُ أَكْبَرُ اَللّٰهُ أَكْبَرُ لَا إِلٰهَ إلَّا اللّٰهُ وَاللّٰهُ أَكْبَرُ اَللّٰهُ أَكْبَرُ وَلِلّٰهِ الْحَمْدُ
**SALAF ACADEMY**
2 360
🕌 *Eid ki Namaz ka Masnoon Tariqa*
1️⃣ *Namaz ki Ibtida:*
- Imam logon ko *do rakat* namaz padhata hai.
_Nabi ﷺ ne Eid ki namaz do rakat ada farmayi._
📖 (Sahih al-Bukhari: 956, Sahih Muslim: 889)
- *Pehli Rakat:* *Takbeer-e-tahreema* ke baad *7 za'id takbeerein* kahi jati hain.
📖 (Sunan Abi Dawood: 1149)
Phir: *Surah Al-Fatiha* padhi jati hai.
Us ke baad *Surah Al-A'ala* ya *Surah Qaaf* ki tilawat ki jati hai.
📖 (Sahih Muslim: 878 / 891)
- *Doosri Rakat:* Doosri rak'at ke liye khadhe hote waqt takbeer kahi jati hai.
- Khada hone ke baad *5 za'id takbeerein* kahi jati hain.
📖 (Sunan Abi Dawood: 1149 — Sahih)
Phir: *Surah Al-Fatiha* padhi jati hai.
Us ke baad *Surah Al-Ghashiya* ya *Surah Al-Qamar* (Iqtara bat-is-sa’ah wan shaqqal qamar) ki tilawat ki jati hai.
📖 (Sahih Muslim: 878 / 891)
2️⃣ *Namaz ki Takmeel:*
- Is ke baad aam namaz ki tarah ruku, sajda aur tashahhud mukammal kiye jate hain.
Aakhir mein *salaam* pher diya jata hai.
📌 *Note:*
- *Yeh namaz baghair azaan aur iqamat ke ada ki jati hai.*
📖 (Sahih al-Bukhari: 960)
- *Namaz ke baad imam khutbah deta hai.*
📖 (Sahih al-Bukhari: 962)
- *Dono rakaton mein zaid takbeeron ki majmooi tadaad 12 hai.*
📖 (Sunan Abi Dawood: 1150)
🔗 https://linktr.ee/salafacademy
🌐 Salaf Academy
2 360
🕋 #ZŪL-HIJJAH_SERIES
**🐐Qurbani ke Janwar ko (ehsaan) achhe tareeqe se zibah karo..**
2 360
🕋 #ZŪL_HIJJAH_SERIES
🐐Qurbani ka Janwar zibah karte waqt in cheezon ka khayal rakhain..
2 360
*“Safa aur Marwah Allah ki nishaniyon mein se hain”* | Surah Al-Baqarah 158 | Qaari sheik Yasir Al Dossary Hafizaullah
2 360
*⛰️Arafah ki Azeem Dua | Sheikh Yasir Al Dossary Hafizaullah*
✨ لَا إِلَٰهَ إِلَّا اللَّهُ وَحْدَهُ لَا شَرِيكَ لَهُ، لَهُ الْمُلْكُ وَلَهُ الْحَمْدُ وَهُوَ عَلَٰ كُلِّ شَيْءٍ قَدِيرٌ
2 360
🕋 #ZŪL-HIJJAH _SERIES
“Aaj maine tumhare liye deen ko kaamil kar diya.”
Surah Al Maidah 3 | Qaari Sheikh Maher Al Muqaily
2 360
🕋 #ZŪL-HIJJAH_SERIES
✨Ashrah-e-Zul Hijjah mein Baal aur Nakhum na kaatne Ki Hikmat..
اکنون در دسترس! پژوهش تلگرام ۲۰۲۵ — مهمترین بینشهای سال 
