FXD Army 🪖 🗿
رفتن به کانال در Telegram
Only For Giveaway, update and clips 🗣️Paid Promotion Available Subscribe On YouTube -: https://youtube.com/@ayushfxd_77?si=gBprYfFoQr8kLtsD
نمایش بیشترکشور مشخص نشده استدسته بندی مشخص نشده است
741
مشترکین
+524 ساعت
+167 روز
+18430 روز
آرشیو پست ها
741
Repost from Aypit Edits
Please Read Completely
Maine @THECRICKETFEVER2.0-v ke liye edits banayi hain aur @VDX_05 is par jitne bhi Shorts hain, isme sari Shorts ki edits maine banayi hain. Maine iske liye total 15 edits banayi thi, jinmein se kuch isne delete bhi kar di hain.
Jab maine payment maangi, toh isne kaha ki maine sirf 10 edits banayi hain. Meri purani Telegram ID delete ho gayi thi aur jo edits maine banayi thi, woh bhi maine apne device se delete kar di thi. Is wajah se mere paas unka koi backup nahi tha, aur maine majboori mein isse kaha ki theek hai, 10 edits ke paise hi de do.
Isne kaha tha ki kuch din mein payment kar dega, lekin ab isne mujhe Telegram par block kar diya hai.
Iski Telegram ID: 8488937336
Meri sabhi se request hai ki agar aap isse jaante hain, toh please ise message karke meri pending payment dene ke liye kahen. Maine iske liye mehnat karke edits banayi hain aur mujhe meri mehnat ka paisa chahiye.
🙏 Please meri payment dilwane mein help karein.
741
Comeback Karunga To Esa Karunga Ki Downfall Bhi Dar Jayega 💀
Aayansh Bhai Thanks For Help 🫂
Ayush 💥
Special Thanks To God 🙏
741
Guys Muje AE Download Karne Me Problem Aa Rhi Hai
Dekho Jb Me Link Pr Click Karta Hu Phir MS Edge Me Redirect Hota Hu Then Downloading Start Ho Jata Hai
Lekin Kuchh Der Me Likha Aata Hai Network Issu Aur Phirse Retry Marne Ko Bolta Hai
Kisike Bhi Pass Iska Solution Ho To Muje Yha Comment Karo Me DM Karunga Use
pls 😔
741
Hi Bhaiyo Me Ayush 💪
Dekho Bhaiyo Ab Me TG Se Thoda Raste Le Rha Hu Aur YT Se Bhi Rest Le Rha Hu Kuchh Dino Ke Liye 🥹
Tg Pe Ab Online Nhi Aaunga Kuchh Dino Ke Liye 😔
Mere Exams Chalu Hai To Me Video Aur Padhai Dono Handle Nhi Kar Paa Rha ❤️
Hope You Understand 💀
Aaunga To Comeback Karke Aaunga 🗿
