Explore The Operator
Ir al canal en Telegram
Description : Educational content only. I am NOT a SEBI registered advisors. No market tips / recommendations here. The aim is purely for training & educational purposes & am not responsible for any of your profit or loss. TY 😊 DM - @Etol123
Mostrar más758
Suscriptores
Sin datos24 horas
Sin datos7 días
Sin datos30 días
Archivo de publicaciones
+1
Sab kuchh vaisa hi hua Jaise ki cal Raat Ko bataya tha neutral day but wide range jiski ummid se because news kafi jyada hai market mein abhi
Baki ab se regular update deta rahunga aap sabhi ko taki aap sabhi ko help Ho next de view create karne mein
Down side ka fall sabke liye surprise hoga but live close karte samay aap sabhi ko bola tha momentum aaega down site uske kuchh reason hai
Ab next trading station ke liye ek target aur bata deta hun 42460 f
Per nigahen rakhna
Chalo ji milte Hain mande ko Radhe Radhe
Cal Sham wale post ko dekhiae Maine aap sabko kaha tha ki agar positive moment hua to medium initial balance Banega
Aur vaisa hi hua balance market Banega aur vaisa hi hua hai
Aaj live per bola tha action failure hoga aur vahi hua too much time spend kara den downfall
Day low ka target bhi bataya tha aap sabhi ko live per
Abhi opening ke aaspaas closing karva do picture perfect neutral day Banega
Jiske bare mein cal evening mein bataya tha aap sabhi ko
🚩🚩🚩🚩🚩
Jai ekling ji Radhe Radhe good morning everyone
See you all on YouTube Live. Search order flow live trading on youtube at 9:06 am
Radhe Radhe
नवरात्रि के दूसरे दिन माता के ब्रह्मचारिणी स्वरूप की उपासना की जाती है. इनको ज्ञान, तपस्या और वैराग्य की देवी माना जाता है. कठोर साधना करने की वजह से और ब्रह्म में लीन रहने की वजह से इनको ब्रह्मचारिणी कहा जाता है.
Hello everyone market analysis for tomorrow
Kal balance market (neutral day) banane ke mor Den 93% changes hai
Cal morning mein positive moment ki ummid hai aur medium initial balance Banna chahie
Agar down moment hua to wide initial balance Banega
So ready rahiyega🚩🚩🙏
Good night Radhe Radhe
Hello everyone Radhe Radhe
Cal 11:30 Tak YouTube live rahega uske bad students ke sath🙏🙏
1:55 candle strong hai uska result aap sabhi ne dekh liya bt ST thoda sambhal kar lekar Jana
Market open hua uske half hour bad aap sabhi Ko Bata diya tha ki aaj momentum day rahega
But mujhe btst mein + morning initial balance development mein acche khase appointment jyada kuchh nahin TRAI Kara
Kuchh opportunities for focus kara tha long ke liye because ab poor High tha
But usmein at cost exits Mili two times
Is down moment ke bare mein mujhe pata tha agar mere ko btst per jyada profit nahin hota to main serious leta market ko aaj and down fall 11 o'clock se capture karta
Jiske bare mein Maine aap sabhi ko bataya tha live per
But enter nahi kara tha maine
Because btst Aasman faad ke barsa tha to jarurat nahin lagi
Ab aage ka cal dekhenge
Filhal abhi to 25650 Tak ka dekh raha hoon baki ka aage ka Safar aage dekhenge but yahan Tak jaldi complete karvaiye
Yah point Nifty ke bare mein tha importance support per hai short covering ke liye ready Hun main dekhte hain
Milte Hain wapas aap sabhi se like
12:45 pe
But shorts for concentrate mat karna please chahe aapko trade mile Na mile koi baat nahin but shorts per concentrate mat karna
🚩🚩
Main YouTube per last 1.5 year se hun per yah Mera first time Apne course ka promotion hoga
Students ne kuchh time pahle join kara tha within 5 days unhone course fees recover kar li isase jyada Khushi ki baat kya ho sakti hai
Abhi tak to learning bahut kuchh baki hai bahut kuchh🫡🚩
Jai ekling ji Radhe Radhe good morning everyone
See you all on YouTube Live. Search order flow live trading on youtube at 9:06 am
आप सभी को नवरात्रि की हार्दिक शुभकामनाएं🙏🙏
नवरात्रि के प्रथम दिन मां शैलपुत्री की पूजा- अर्चना की जाती है। मां शैलपुत्री सौभाग्य की देवी हैं। उनकी पूजा से सभी सुख प्राप्त होते हैं। पर्वतराज हिमालय के घर पुत्री रूप में उत्पन्न होने के कारण माता का नाम शैलपुत्री पड़ा।🙏🚩🚩🙏
Aap sabko Last Post per Bata diya tha ki ab kuchh bhi nahin hoga ya to day low kesaram jaane ki koshish karega ya FIR yahin per time spend Karega
Isliye hi Maine aaj jaldi live close kar diya because kuchh matlab nahin tha😃😃
Cal holiday hai but aapka learning ka holiday nahin hona chahie ki learning
Maine live per pre market plan mein
Bata diya tha ki aaj neutral d a y structure develop hoga
To please initial balance moment ko capture karne ki koshish karen
Morning mein downfall per acche khase points mile
Then auction failure ka bhi kaha tha shorts mein alert rahana please auction failure hoga FIR long per acche point mile but Maine complete target Tak hold nahin Rakha kyunki Aaj expiry ha
That's why and last mein current day tail
Ko touch karna tha jo ki ho gaya
Ab rest of the day time pass ya FIR day low ja sakta hai isliye main chil karunga
And live bi 1 o'clock close ho jaega
Baki market profile ki beauty aur sab ne dekh hi Li aur बार-बार dekhoge bhi🚩🚩
