es
Feedback

¡No caigas en manos de tramposos! Telemetrio encuentra y marca estos canales 👉 Si quieres ver la etiqueta, suscríbete

💕ISLAMIC THINKING💕

💕ISLAMIC THINKING💕

Ir al canal en Telegram

Purpose of this channel is to benefits for the whole Muslim ummah/Muslims(Youths) with authentic Islamic knowledge & help them to make their Dunya & Aakhirah better, INSHALLAH. 💕

Mostrar más
1 258
Suscriptores
Sin datos24 horas
+27 días
-530 días
Archivo de publicaciones

#AURAT KI IZZAT KRO 🥺
#AURAT KI IZZAT KRO 🥺

💐💐💐💐💐

Hadees ke mutabik Allah ne makhlook ki taqdeer ko zameen wa aasmaan ki paidaish se kitne saal pahle likha ?
Anonymous voting

Hajj takes place in ... Hajj ......... me hote hai .
Anonymous voting

How many Angles will carry the Throne of ALLAH (SWT) on the day of judgement ? Qayamat ke deen ÅLLĀH ( SWT ) ke Ãrsh ko kitne Fariste uthaye hoge ?
Anonymous voting

The calander system of Islam is called ? Islam me tarikh kisse jana jata ha ?
Anonymous voting

What is the name of the Guardian Angle of hell_ fire as mentioned in the QUR'AN ? QUR'AN me jahhnam ke Daroga(farista) ka kya naam deya gaya hai ?
Anonymous voting

Which word is mentioned most times in the holy Qur'an ? Quran me in naamo me konsa jada istemal huwa ha ?
Anonymous voting

02ed7fcb-7b7f-4ab7-89cc-6130cf44a57f.mp42.42 MB

photo content

💕 💕 آپ کی منزل وہاں تک ہے جہاں تک آپ ہمت نہیں ہار تے چیونٹی اگر کسی راستے سے گزر رہی ہو اورآپ اس کے سامنے انگلی رکھ دیں تو وہ آپ کے انگلی اُٹھانے کاانتظار نہیں کرےگی بلکہ اپنا راستہ بدل کر اپنی منزل کی طرف چل پڑےگی __💕💕

أَسْتَغْفِرُ اللَّهَ الْعَظِيمَ الَّذِي لَا إِلَهَ إلَّا هُوَ الْحَيُّ القَيُّومُ وَأَتُوبُ إِلَيهِ I seek the forgiveness of Allah the Mighty, Whom there is none worthy of worship except Him, the Living, the Eternal, and I repent to Him(Allah will forgive him even if he has deserted the army's ranks.)

photo content

In which battle the angels helped Muslims ? Kis Jang me Farishton ne Musalmano ki Madad ki thi ?
Anonymous voting

Which Prophet had 100 wives ? Kis Nabi ke Paas 100 Biviya thi ?
Anonymous voting

موت کا جھٹکا سب کچھ Offline کر کے صرف اچھے یا برے اعمال کو Online کر دیتا ھے 💐 اللھم انی اسئلک حسن الخاتمۃ اے اللہ میں تجھ س
موت کا جھٹکا سب کچھ Offline کر کے صرف اچھے یا برے اعمال کو Online کر دیتا ھے 💐 اللھم انی اسئلک حسن الخاتمۃ اے اللہ میں تجھ سے اچھی موت کا سوال کرتا / کرتی ہوں💐🌹

photo content

photo content

Aasalaamualikum waramatulahi wabarakatuhu Quiz matirial ( 1 ) Sawal:- Hum kis Rasool ke ummati hain???? Jawab:- Hum aakhri Rasool Muhammad ke ummati hain. ( 2 )Sawal:- Nabi Kareem ka naam Muhammad kisne rakha tha? Ans Nabi Kareem ka naam Muhammad Aapke daada ne rakha tha ( 3 )Sawal:- Nabi ka doosra naam kiya tha aur kisne rakha tha??? Jawab:- Muhammad ka doosra naam Ahmad tha aur yeh naam Aapki walidah ne rakha tha ( 4 )Sawal:- Muhammad aur Ahmad ke kiya ma'ne hain???? Jawab:- Muhammad aur Ahmad ke ma'ne hain Jis ki uski khoobiyon ki bana par khoob khoob ta'areef ki jaye ( 5 )sawal:- Makkah Mukarramah Arab ke kis mulk mein hai??? Jawab:- Makkah Mukarramah Arab ke jis mulk mein hain use "Saudi Arab" kahte hain ( 6 )sawal:- Makkah ko kisne aabaad kiya tha??? Jawab:- Mashhoor Nabi Hazrat Ibraheem (Alaihay salam) ne Allah ke hukm se Makkah ko apni biwi Hazrat Haajrah p aur apne ladke Hazrat Ismay'eel (Alaihay salam) ko basa kar aabaad kiya tha ( 7 ) Sawal:- kiya Nabi Hazrat mohammad (saw) Isma'yeel (Alaihay salam) ki nasl se hain??? Jawab:- Ji haan! Muhammad (saw) Hazrat Ismaay'eel (Alaihay salam) ki nasl se hain