💕ISLAMIC THINKING💕
Ir al canal en Telegram
Purpose of this channel is to benefits for the whole Muslim ummah/Muslims(Youths) with authentic Islamic knowledge & help them to make their Dunya & Aakhirah better, INSHALLAH. 💕
Mostrar más1 256
Suscriptores
-124 horas
-17 días
-930 días
Archivo de publicaciones
1 257
Which Namaz has minimum time?
Kon si Namaz me sabse kam wakt Milta hai?
1 257
What is the name of Inspector of Jannat?
Jannat ke Daroga ka kya naam hai?
1 257
Which Surah is compulsory in Every Namaz?
Namaz me kon si Surah Wazib hai ?
1 257
Rasulullah ﷺ ne irshaad farmaaya: Farishte kisi aise ghar mein daakhil nahin hote hain, jis mein kutta ya tasaaweer hon. (Bukhaari: 5949)
1 257
Rasulullah ﷺ ne irshaad farmaaya: Farishte kisi aise ghar mein daakhil nahin hote hain, jis mein kutta ya tasaaweer hon. (Bukhaari: 5949)
1 257
Hazrat Abdullah Raziyallahu Anhu riwaayat karte hain ke Rasulullah ﷺ ne irshaad farmaaya: Musalmaan ko gaali dena bedeeni hai aur qatl karna kufr hai. (Bukhari: 6044)
Faida: Jo Musalmaan kisi Musalmaan ko qatl karta hai wo apne Islam ke kaamil hone ki nafi karta hai aur Mumkin hai ke qatl karna kufr par marne ka sabab bhi banjaye.
1 257
ننھی پری کتنے خوبصورت انداز میں اپنی برتھ ڈے منارہی ہے۔میں اس بچی کےوالدین کوبھی داددیتاہوں جنھوں نے اس کی تربیت میں غیرمعمولی کردار اداکیا ۔
اللہ کریم ہمیں بھی اپنے نبی مکرم صلی اللہ علیہ وسلم کی تعلیمات پرچلنےمیں فخرنصیب فرمائے اوراپنے بچوں کی دینی تربیت کی فکر نصیب فرمائے۔والسلام ۔۔۔۔۔۔
1 257
Wait...think the positive side of the situation u r in...stand up for salah...Ask for sincere repentance...start a new journey again
A bright future doesn't requires a bright past😊
Move on Dear Allah Azzawajal is with you
