es
Feedback
Asaduddin Owaisi Official

Asaduddin Owaisi Official

Ir al canal en Telegram

Official telegram channel of Asaduddin Owaisi. Subscribe for Official updates and invite all your friends using our link.

Mostrar más
2 430
Suscriptores
-424 horas
-127 días
-5930 días
Archivo de publicaciones
Enumeration Form sahi tareeqe se bhar kar BLO ke paas jama karna laazmi hai. #asaduddinowaisi #sir #enumerationform #blo

Jab Telangana mein Permanent Residence Certificate, National Register of Citizens aur Family Register Certificate jaari hi nahi hote, to inki jagah PAN Card, Food Security Card aur Driving Licence ko manzoor kyun nahi kiya gaya? #asaduddinowaisi #sir #pressconference #hyderabad

Karbala ke maidan se ye dars milta hai ki 'Haq ki sar-bulandi ke liye lado, baatil se kabhi samjhauta mat karo. #asaduddinowaisi #karbala #imamhussain #hussain #muharram

भारत और दुनिया में आर्थिक संकट जैसे हालात के ज़िम्मेदार Trump और Netanyahu है।

देश की अर्थव्यवस्था का यह हाल हो गया है कि आम नागरिक कर्ज़ के बोझ तले दबता जा रहा है।

जो कल तक मुझ पर इल्ज़ाम लगाते थे, आज वही लोग BJP में जाकर बैठे हैं। #AIMIM #AsaduddinOwaisi #pressconference #Owaisi #Darussalam #hyderabad

Hyderabad district ke saath-saath poore Telangana mein bhi Enumeration Form English mein muhayya karana chahiye tha. #AIMIM #AsaduddinOwaisi #pressconference #enumerationforms #specialintensiverevision #Owaisi

AIMIM har mumkin koshish kar rahi hai ke kisi bhi genuine voter ka naam Voter List se na kate. #AIMIM #AsaduddinOwaisi #sir #specialintensiverevision #VoterList #Owaisi #hyderabad

SIR in Telangana: AIMIM aur uske rehnuma awaam ki madad ke liye din-raat mehnat kar rahe hain. #AIMIM #AsaduddinOwaisi #sir #specialintensiverevision #Owaisi #Darussalam #hyderabad

हम सीमांचल, बिहार की ख़िदमत करते आए हैं और आगे भी करते रहेंगे। #AIMIM #AsaduddinOwaisi #SeemanchalKiAwaaz #Owaisi

Asaduddin Owaisi Official - Estadísticas y analítica del canal de Telegram @asad_owaisi