Tejas Civils - UPPCS
前往频道在 Telegram
Hello Everyone, Welcome to Tejas Civils. DM on : @tejascivils_response Youtube Channel: https://www.youtube.com/@tejascivilsuppcs X: @tejas_civils For any query email on : support@tejascivils.com
显示更多📈 Telegram 频道 Tejas Civils - UPPCS 的分析概览
频道 Tejas Civils - UPPCS (@tejascivils) 英语 语言赛道中的 是活跃参与者。目前社区聚集了 22 210 名订阅者,在 教育 类别中位列第 8 892,并在 印度 地区排名第 17 645 位。
📊 受众指标与增长动态
自 невідомо 创建以来,项目保持高速增长,吸引了 22 210 名订阅者。
根据 26 十一月, 2026 的最新数据,频道保持稳定运转。过去 30 天订阅人数变化为 1 969,过去 24 小时变化为 693,整体触达仍然可观。
- 认证状态: 未认证
- 互动率 (ER): 平均受众互动率为 35.40%。内容发布后 24 小时内通常能获得 19.90% 的反应,占订阅者总量。
- 帖子覆盖: 每篇帖子平均可获得 7 840 次浏览,首日通常累积 4 407 次浏览。
- 互动与反馈: 受众积极参与,单帖平均反应数为 65。
- 主题关注点: 内容集中在 bahut, rahe, pradesh, aapko, kuch 等核心主题上。
📝 描述与内容策略
作者将该频道定位为表达主观观点的平台:
“Hello Everyone,
Welcome to Tejas Civils.
DM on : @tejascivils_response
Youtube Channel: https://www.youtube.com/@tejascivilsuppcs
X: @tejas_civils
For any query email on : support@tejascivils.com”
凭借高频更新(最新数据采集于 27 十一月, 2026),频道始终保持新鲜度与高覆盖。分析显示受众积极互动,使其成为 教育 类别中的关键影响点。
22 210
订阅者
+69324 小时
+1 3357 天
+1 96930 天
帖子存档
22 778
Dekho main bahut kuch chije share karne ke liye bolta nahi hoon, par ho sake to isko un sab logo tak share kar do jo preparation mein akele hain aur jinke baad bahut resources nahi hain.
Koshish ye rehti hai ki jo bhi chije ho sake aap logon ke liye kiya jaaye, par jaruri ye bhi hai ki aap log isko aage pahuchane mein help karein.
I hope ye resource aapki anxiety kam karne mein help karega.
27 11月, 13:13
22 778
+1
🔻 1240 Qs Most repeated PYQs ko aap
Link: https://www.tejascivils.com/resources/pyq/repeated
Yahan se download kar skte hain.
27 11月, 12:55
22 778
Koi nayi chij nahi hai ye, to bewajah darrna nahi hai. Simply revision ko aur concentrate karne ka game hai.
Disclaimer: Bas ispe dependent nahi rehna hai.
27 11月, 09:10
22 778
Jald se jald iska access aap sab ko mil jayega. We are working on it,
27 11月, 08:48
22 778
1240 Qs
Asked 2 times: 918
Asked 3 times: 203
Asked 4 times: 58
Asked 5 or more times: 61
Khela done. ✌🏻
27 11月, 07:04
22 778
AHC RO/ARO City Intimation Link: https://cdn.digialm.com//EForms/configuredHtml/970/103540/IKuiiRXVDxSIXpGK42/login.html
27 11月, 04:04
22 778
Negative motivation samajhte ho? Yahi hai jo upar hai post mein hai.
Sahi se padho aur 2026 wale prelims mein 100+ Qs ka score rakkho kisi bhi tarah.
27 11月, 03:56
22 778
4533 Candidates ka marks last UR category ke marks se jyada the. Considering ki 11700 ke lagbhag candidates Mains mein appear hue the, bahut jyada number hai bhai ye.
HUGE NUMBER !
27 11月, 03:50
22 778
In sab chijo se ek chij for sure hoti hai, jin logo ko genuinely reservation milna chahiye aur jinko genuinely reservation mil raha hota hai us se unreserved cat. wale bacche nafrat karne lagte hain.
Yahi to chaahti hain political parties dono side ki.
Alright guys, 6 dec ke liye padh lo..vo time se hoga.
27 11月, 03:10
27 11月, ~03:33
22 778
Dekho pehli baat to ye hai ki 'Chatgroups' mein reservation milna chahiye ya nahi milna chhaiye ispe discussion kar ke apna khoon jalana band kar do.
Mamla ye hai ki agar kisi ek 'issue' pe Supreme court of India, baar baar apne judgment mein mention kar chuka hai ki 50% unreserved category ko 'general' category ke liye reserve nahi kiya ja sakta hai to kyun bevkoofiyan kar rhe ho yaar as a constitutional body.
Sarkar mein ho aap dono jagah, kar do change ek baar ye sab kuch aur phir vacancies ko bharo uske baad jaise mann karta hai vaise, par us se pehle kyun jeevan kharab kar rhe ho bacchon ka.
27 11月, 03:00
27 11月, ~03:33
22 778
Ab ye Jayenge Supreme court mein appeal karne kyun ki ye Single Judge bench ka judgement hai. Aur uska saara raayta Sarkar deal karegi, kyunki agar aap Supreme Court mein ja rhe ho iska matlab reservation pe aapki clarity nahi hai actually mein 50% ko General Category ke liye reserve karna chaah rhe ho.
Karte raho yahi sab bevkoofiyan.
Bana lo vishwaguru.
27 11月, 02:47
27 11月, ~03:17
22 778
Jutta nikal ke maarna chahiye in sab ko. Desh ke sabse bade state ka PSC hai, aur reservation pe 3-4 saal se clarity nahi la pa rahe hain.
Har dusri bharti court mein, reason kya ? adhiyachan mein clearity nahi hai...kya clarity nahi hai? reservation pe pench phasa hai.
Mann to kar raha hai kitna gaali de do inko.
27 11月, 02:43
27 11月, ~03:17
22 778
UPPCS 2025 prelims result will be revised.
- Honorable High Court
27 11月, 02:39
22 778
AHC RO/ARO Prelims Dates: 8,9 & 10 December 2026
6 Shifts mein exam hoga
27 11月, 02:38
22 778
Kyun na ek baar Jo Qs pichle 15 years mein 4-3-2 baar aaye hain usko dekh liya jaaye. Sabka apna ek go-to topic ki list hoti hai, us se kitna dur bhagenge ye UPPCS wale bhi.
Kya kehte ho ?
27 11月, 01:38
