879
订阅者
-124 小时
-47 天
-1730 天
帖子存档
किस कदर तेरी चाहतों को अपने पास लिए बैठें है
तू मेरा नही फिर भी तेरी आस लिए बैठे हैं....!😔
...……..............💔....................
Hamne kabhi kisi ko aazmaya nahi,
jitna pyaar diya utna kabhi paya nahi,
kisi ko hamari bhi kami mehsoos ho,
shayad aisa khuda ne hame banaya nahi.
मुझे याद है तेरा वो ऐलान सुन कर रोना 😭
मोहल्ले में जब कोई मेरे ही नाम का शख़्स मरा था
bhigi palko ke sath aankhe nam thi,
zindagi unse shuru unpar khatam thi,
wo ruth ke door rehne lage humse,
shayad meri chahat auron se kam thi...!
.......................💔.....................
Shikayat Hume Zindagi Se Nahi,
Jee Rahe Hai Magar Khushi Se Nahi,
Dukh Bhi Diya Har Shaqs Ne Hume,
Aur Naraaz Bhi Hum Kisi Se Nahi...!
