Trade With Dr Devendra
前往频道在 Telegram
📈 Telegram 频道 Trade With Dr Devendra 的分析概览
频道 Trade With Dr Devendra (@trade_with_dr_devendra_devander) 英语 语言赛道中的 是活跃参与者。目前社区聚集了 38 877 名订阅者,在 经济与金融 类别中位列第 6 051,并在 印度 地区排名第 21 740 位。
📊 受众指标与增长动态
自 невідомо 创建以来,项目保持高速增长,吸引了 38 877 名订阅者。
根据 08 九月, 2024 的最新数据,频道保持稳定运转。过去 30 天订阅人数变化为 1 278,过去 24 小时变化为 0,整体触达仍然可观。
- 认证状态: 未认证
- 互动率 (ER): 平均受众互动率为 0.20%。内容发布后 24 小时内通常能获得 N/A% 的反应,占订阅者总量。
- 帖子覆盖: 每篇帖子平均可获得 79 次浏览,首日通常累积 0 次浏览。
- 互动与反馈: 受众积极参与,单帖平均反应数为 1。
📝 描述与内容策略
尚未提供频道描述。
凭借高频更新(最新数据采集于 18 三月, 2026),频道始终保持新鲜度与高覆盖。分析显示受众积极互动,使其成为 经济与金融 类别中的关键影响点。
38 877
订阅者
无数据24 小时
无数据7 天
+1 27830 天
帖子存档
38 877
Jabse telegram pe ye book ka dhanda shuru hua hai telegram mar sa gya hai...
Yaha ki raunak yaha ki khatti mithi ladaaiya jo tippers ke beech me hoti thi...
Yaha ka pyar aur nafrat jo punters ke beech rehta tha apne Tippers ke liye...
Ek dusre se behtar kaam de kar wo number one banne ki daud me rehna...
Har kisi ka Baazigar ko nichha dikhana gaali dena....
Koi bhi turnament start hone se pehle tippers ka wo tayyari karna kisi bhi turnament ke shuru hone ki khushiyan manana....
Paid nikalna aur paid nikalne ke liye jiyada se jiyada logo ko channel me jodna....
Jeet pe khushiyan manana celebrate karna...
Haar pe taqlif hona tasalli dene ke liye audio daalna...
Ahista ahista sab khatam ho gya...
Aur iske khatam hone ki wajah hai bookiyo se promotion me achha Paisa milna...
Pura telegram bik gya bookiyo ke haatho isme mai bhi kisi hadd tak shamil hu....
Kisi ka bhi dhiyaan prediction dene pe nahi raha....
Koi bhi ab channel ke liye mehnat nahi karta...
Koi bhi cross karne pe dhiyaan nahi deta ..
Mostly channel dead ho chuke hai....
Aur dekhna ek din ye booki saare channel se punters ko choos kar gaand pe laat maar denge sabhi tippers ki aur line ki tab wapis aaoge to shayad mayoosi ke siva kuch ni milega aap logo ko.....
Kyuki khaali haddi ko to kutta bhi palat ke nahi dekhta...
Thik hai book ka promotion karo lekin apni base mat chhodo book baad me ayi telegram per pehle hum log aye aur humi se book ka wajood hai....
Kya fir se telegram pe wo raunak wapis ayegi?
Kiya fir se wo chehkta mehkta telegram dekhne ko milega..?
Kiya fir se wo nok jhok dekhne ko milegi?
Kiya fir se wo PKG PKG ka shor gunjega telegram per....
Shayad nahi.... Shaayad nahi....
Lekin ek baat Dil se bolunga punters ko jitaane ke baad pkg aur paid se Milne waale paise ki jo khushi hoti to thi wo kamaal ki thi Sukoon bhari hoti thi....
Zayaz sa lagta tha wo Paisa kyuki koi bhi tabhi deta tha jb wo jeet ta tha humse....
Punter apni jeet me se hissa deta tha...
Promotion ka paisa humesha ajaab sa lgta hai mujhe Kasam se kyuki wo punters ki haar ka paisa hota hai isliye apne dekha hoga mai itna promotion bhi nahi karta....
Kaash mai is telegram ko fir se wo jagmagataa telegram bana paata...
Telegram ko aur punters ko apne khoon se seech kar Hara bhara banaya tha maine....
Market gawah hai baazigar ko dekh kar hi telegram pe ye Tippers naam ki prajaati itni Speed se paida hui thi....
Mere tarike meri awaaz mere alfaaz mera andaaz copy kar kar ke log telegram pe khade hue aur telegram ne unhe diya bhi bohat kuch....
Fir ye manhoos booki aye aur telegram se telegram ki ronak le kar chale gye....
Soch raha hu telegram ke kuch gine chune tippers ki ek meeting lu aur fir se is telegram ki wo raunak wapis laau....
Dil mayoos tha aaj telegram ki is khamoshi murdepan per to control nahi hua likh diya...
Thoda kadwa hai per sach hai🙏
38 877
Pakistan vs England me...
50paise England se Pakistan win karna...
Pakistan 60,70p favorite per ulti entry le sakte ho fir 50,60p England milte hi maal bhi palat dena aur pakistan win karna...
38 877
Southern Will Win..
Double Limit game karna hai...
Part me Double limit use karni hai aur khaate jana ha Northern ko...
Baazigar
