📚 رَبِّ زِدنِي عِلماً 📚
前往频道在 Telegram
روزانہ قرآنی آیات، حدیث نبویﷺ اور اِسلامی معلُومات کا مُستَند اُردو چینل۔ For daily Quranic Ayat, Hadith e Nabawiﷺ & Islamic Information in Urdu Language. @itsfayez
显示更多1 063
订阅者
无数据24 小时
无数据7 天
+830 天
帖子存档
▪︎03-04-2023▪︎
Allah Ta’ala ne teen aadmiyon par jannat haraam kardi hai :
1. Sharaab peene waala,
2. Apne maa baap ka naafarmaan,
3. Dayyus _(be ghairat)_ jo apne biwi bachon mei be hayai ko bardasht karta hai
[Musnade Ahmed: 5372]
join us @knowledge
▪︎02-04-2023▪︎
Jo log sood khaate hain, wo (qayaamat mein) us shakhs ki tarah uthheinge, jise shaitaan ne chhu kar paagal bana diya ho.
[Sura-e-Baqarah : 275]
join us @knowledge
▪︎01-04-2023▪︎
Allah Ta’ala ne muslamaanon par un ke maalon mein zakaat farz ki hai, jo un ke maaldaaron se wusool ki jaayegi aur un ke ghareebon mein taqseem ki jaayegi.
[Bukhari: 1395]
join us @knowledge
▪︎31-03-2023▪︎
Aye logo! Apne parwardigaar (ki naaraazgi) se bacho aur us din se daro, jis din koi baap apne bete ke bhi kaam nahi aayega aur na koi aulaad apne baap ke kuch kaam aayegi.
[Sura-E-Luqmaan : 33]
join us @knowledge
▪︎30-03-2023▪︎
Hamesha sach bolo, chaahe us mein nuqsaan nazar aaye, kyun ke sachchaai mein nijaat hai.
[Makaarimul Akhlaaq : 137, Mansoor Bin Mu’tamir]
join us @knowledge
