📚 رَبِّ زِدنِي عِلماً 📚
前往频道在 Telegram
روزانہ قرآنی آیات، حدیث نبویﷺ اور اِسلامی معلُومات کا مُستَند اُردو چینل۔ For daily Quranic Ayat, Hadith e Nabawiﷺ & Islamic Information in Urdu Language. @itsfayez
显示更多1 055
订阅者
无数据24 小时
+77 天
-330 天
帖子存档
▪︎21-06-2023▪︎
Tum apne aap ko qatl na karo, beshak Allah Ta’ala tum par bada maherbaan hai.
[Sura-e-Nisa : 29]
join us @knowledge
▪︎20-06-2023▪︎
Patthar, kaanta, haddi (waghaira) ka raaste se hata dena sadqa (sawaab ka kaam) hai.
[Tirmizi : 1956]
join us @knowledge
▪︎19-06-2023▪︎
Kaho ke tamaam ta’areefein Allah ki hain, jis ne na koi beta banaaya aur na us ki saltanat o hukoomat mein koi shareek hai.
[Sura-e-Bani Israaeel : 111]
join us @knowledge
▪︎18-06-2023▪︎
Bakheel (kanjoos) Allah se door, logon se door hota hai aur jahannam se qareeb hota hai.
[Tirmizi : 1961]
join us @knowledge
▪︎17-06-2023▪︎
Allah Ta’ala ehsaan karne waalon ka ajr barbaad nahein karta.
[Sura-e-Tauba : 120]
join us @knowledge
