𓆩꯭꯭꯭〭〬💙⃨⃔⃝🫧꯭꯭𝅦𝅦𝆭☁️꯭꯭🅐꯭꯭𝅦𝅦𝆭🅤꯭꯭𝅦𝅦𝆭🅡꯭꯭𝅦𝅦𝆭🅞︎꯭꯭𝅦𝅦𝆭🅡꯭꯭𝅦𝅦𝆭🅐꯭꯭𝅦𝅦𝆭 ❀ 🅗꯭꯭𝅦𝅦𝆭🅤꯭꯭𝅦𝅦𝆭🅑꯭꯭𝅦𝅦𝆭🫧⃟💙𓆪
前往频道在 Telegram
╭─── 𓆩🌌𓆪 ───╮ 💜⃝ 𝑨𝒖𝒓𝒐𝒓𝒂 𝑯𝒖𝒃 🦋⃝ ╰─── 𓆩☁️𓆪 ───╯ 𓂃 ࣪˖ ִֶָ✨ 𝑾𝒉𝒆𝒓𝒆 𝑽𝒊𝒃𝒆𝒔 𝑴𝒆𝒆𝒕 & 𝑴𝒆𝒎𝒐𝒓𝒊𝒆𝒔 𝑩𝒆𝒈𝒊𝒏 ✨ 🖼️ 𝑷𝑭𝑷𝒔 ⟡ 😂 𝑴𝒆𝒎𝒆𝒔 🎶 𝑴𝒖𝒔𝒊𝒄 ⟡ ✍️ 𝑺𝒉𝒂𝒚𝒂𝒓𝒊 ❤️ 𝑳𝒐𝒗𝒆 ⟡ 🥀 𝑭𝒆𝒆𝒍𝒔 ─━━━━━━⊱💜⊰━━━━━━─
显示更多未指定国家未指定类别
2 439
订阅者
-924 小时
-377 天
-72930 天
帖子存档
🌸🐘✨ Happy Ganesh Chaturthi! ✨🐘🌸
Meri dil se dua hai ki Ganpati Bappa tumhari zindagi ki har pareshani door karein, 🪔💗
tumhare har din ko khushiyon, sukoon aur positivity se bhar dein. 🌷✨
Tum jo bhi dil se chaho, Bappa usse poora karein,
aur tumhare chehre ki ye प्यारी सी smile hamesha bani rahe. 🥹🫶🏻💫
🙏🌺 Ganpati Bappa hamesha tumhara saath dein.
💖 Ganpati Bappa Morya! 🐘✨
Chhod kar kya gaya shehar ka shehar veeran ho gaya✨✨
Tere bina mera hasna bhi ek ehsaan ho gaya🫠✨
Zindagi bhar ka saath dene ka waada tha jiska🙂🫀
Wahi insaan aaj ek pal mein anjaan ho gaya🙃🙂
Ab to chiragon ki roshni bhi chubhti hai aankhon mein🫠
Ek tera saaya tha jo har andhere mein dhaal tha✨
Mera hona ya na hona, bas tere hone ka sawaal tha💞
Kamre ke sannaate mein teri awaaz goonjti hai🫠✨
Bistar ki silwaton mein tera ehsaas rota hai😭🫠
Log kehte hain ki waqt har zakhm bhar deta hai🫀✨
Magar ye aankhen jaanti hain, ye dard kitna gehra hota hai🫠🫠...
