cookie

نحن نستخدم ملفات تعريف الارتباط لتحسين تجربة التصفح الخاصة بك. بالنقر على "قبول الكل"، أنت توافق على استخدام ملفات تعريف الارتباط.

avatar

Deen e Haneef

وَ اَنۡ اَقِمۡ وَجۡهَكَ لِلدِّیۡنِ حَنِیۡفًا ۚ وَ لَا تَکُوۡنَنَّ مِنَ الۡمُشۡرِکِیۡنَ

إظهار المزيد
مشاركات الإعلانات
243
المشتركون
لا توجد بيانات24 ساعات
+17 أيام
+330 أيام

جاري تحميل البيانات...

معدل نمو المشترك

جاري تحميل البيانات...

WATAN PARASTI (Nationalism) AUR ISKA SHAR'Ī HUKM KYA HAI ? ♦️Must Read & Share!! LINK: https://justpaste.it/44pq6 CHANNEL: https://justpaste.it/u/Khaadimul_Islam @DeeneHaneef1
إظهار الكل...
YAUM-E-AAZAADI (Independence Day) MANAANE KA SHAR'Ī HUKM KYA HAI? LINK: https://justpaste.it/8rmly 🔖Must Read & Share @DeeneHaneef1
إظهار الكل...
Watan Ki Muhabbat • Watan Parast Mushrikeen ke yahaan kharaabi ye hai ke Watan se Muhabbat Eemaan mein se toh inse Shirkiyah wa Kufriyah Nizaam ka Jashan e Aazaadi manaane waala Shirkiyah amal kyun horaha hai? • Allaah ke saath kisi aur cheez ko Shareek karna sabse bada Zulm aur Jurm hai, toh is Zulm aur Jurm ko karne ki Aazaadi ka Jashn manaana Eemaan hua? Hargiz nahin. • Ye kis Aazaadi ka Jashn mana rahey hain? Inko Aazaadi kis cheez ki mili? • Jis Mulk wa Watan ke Kuffaar Allaah (تعالى) ko Ma'bood e Barhaqq qabool nahin karte us cheez ki Aazaadi ka Jashn mana rahey hain? • Kya Allaah ki naafarmaani karne ki Aazaadi milne ki khushi mein Jashn mana rahey hai ye Mushrikeen? • Kya Allaah ki baghaawat karne ki Aazaadi milne ki khushi ka Jashn mana rahey hain? • Kya Rasool Allaah (ﷺ) ki Naafarmaani karne ki Aazaadi ki khushi ka Jashn mana rahey hain? • Jis Mulk wa Watan mein Allaah ke alaawah kisi aur ko Ma'bood samjha jaata hai, is cheez ki Aazaadi ka Jashn mana rahey hain? • Kya aise Mulk wa Watan mein Allaah ke Haraam kardah cheezon ko Haraam nahin samjha jaata balke Jaayez muqarrar kiya gaya hai jaise Sharaab, Zina, Sood waghairah toh in cheezon ko karne ki Aazaadi ka Jashn mana rahey hain? • Aakhir kis baat ki Aazaadi manaayi jaarahi hai jabke Watan ki Muhabbat ke naam par inse Shirk aur Kufr aur doosre Naafarmaani waale kaam anjaam horahe hain. • Haalaanke Eemaan ka taqaaza toh ye hota hai ke jin a'maal ko Allaah pasand karta hai unko kiya jaaye jinko Allaah naapasand karta hai usey Watan ki Muhabbat ki bina par kaise kiya jaasakta hai? • Eemaan aur Kufr, Tawheed aur Shirk ek saath inke haan kaise jama hogaye jabke ye dono ek doosre ki zidd hai, Haqq aur Baatil ye dono ek doosre ke dushman hai, agar in mein se ek cheez kisi Insaan mein daakhil hojaaye hai toh doosri cheez nikal jaati hai. • Jisne Tawheed aur Eemaan ko ikhtiyaar kiya us se Shirk aur Kufr nikal jaate hain aur Jisne Shirk aur Kufr ko ikhtiyaar kiya us se Tawheed aur Eemaan nikal jaate hain. • Yahi baat toh Allaah ne Eemaan waalon ke baare mein bayaan farmaayi hai ke: ٱلَّذِینَ ءَامَنُوا۟ وَلَمۡ یَلۡبِسُوۤا۟ إِیمَـٰنَهُم بِظُلۡمٍ أُو۟لَـٰۤئِكَ لَهُمُ ٱلۡأَمۡنُ وَهُم مُّهۡتَدُونَ "Jo log Eemaan laaye aur unhone apne Eemaan ko Zulm (Shirk) ke saath khalat malat nahin kiya, wohi log hai jinke liye aman hai aur wohi log hidaayat yaaftah hai." [6:82] Link: https://justpaste.it/cdpz2 Profile: https://justpaste.it/u/Khaadimul_Islam @deenehaneef1
إظهار الكل...
AASHŪRA KE ROZEY KI TAARIKH SE MUTA'LLIQ BAYAAN By Shaykh Sulaymān Al-'Alwān (فك الله أسره) LINK: https://justpaste.it/7rgf9
إظهار الكل...
Photo unavailableShow in Telegram
Allaah ta'ālā says: إِنَّ الْإِنسَانَ لِرَبِّهِ لَكَنُودٌ Surely humankind is UNGRATEFUL to their Lord Surah al-Ādiyāt, al-āyah 6 Al-Hasan al-Basri (رحمه الله) Said: KANŪD: “Is he who counts his misfortunes whilst FORGETTING THE BLESSINGS which Allāh has bestowed upon him.” [Tafseer Ibn Katheer : 4/542] ~ Copied Telegram: @DeeneHaneef1
إظهار الكل...
Photo unavailableShow in Telegram
Photo unavailableShow in Telegram
Photo unavailableShow in Telegram
اختر خطة مختلفة

تسمح خطتك الحالية بتحليلات لما لا يزيد عن 5 قنوات. للحصول على المزيد، يُرجى اختيار خطة مختلفة.