📚 رَبِّ زِدنِي عِلماً 📚
الذهاب إلى القناة على Telegram
روزانہ قرآنی آیات، حدیث نبویﷺ اور اِسلامی معلُومات کا مُستَند اُردو چینل۔ For daily Quranic Ayat, Hadith e Nabawiﷺ & Islamic Information in Urdu Language. @itsfayez
إظهار المزيد1 080
المشتركون
لا توجد بيانات24 ساعات
-87 أيام
-3130 أيام
أرشيف المشاركات
▪︎02-04-2023▪︎
Jo log sood khaate hain, wo (qayaamat mein) us shakhs ki tarah uthheinge, jise shaitaan ne chhu kar paagal bana diya ho.
[Sura-e-Baqarah : 275]
join us @knowledge
▪︎01-04-2023▪︎
Allah Ta’ala ne muslamaanon par un ke maalon mein zakaat farz ki hai, jo un ke maaldaaron se wusool ki jaayegi aur un ke ghareebon mein taqseem ki jaayegi.
[Bukhari: 1395]
join us @knowledge
▪︎31-03-2023▪︎
Aye logo! Apne parwardigaar (ki naaraazgi) se bacho aur us din se daro, jis din koi baap apne bete ke bhi kaam nahi aayega aur na koi aulaad apne baap ke kuch kaam aayegi.
[Sura-E-Luqmaan : 33]
join us @knowledge
▪︎30-03-2023▪︎
Hamesha sach bolo, chaahe us mein nuqsaan nazar aaye, kyun ke sachchaai mein nijaat hai.
[Makaarimul Akhlaaq : 137, Mansoor Bin Mu’tamir]
join us @knowledge
▪︎29-03-2023▪︎
Kisi paighambar ko ye ikhtiyaar nahi hai ke wo Allah ki ijaazat ke baghair koi moa'jiza le aaye.
[Sura-E-Momin: 78]
join us @knowledge
